Audio: https://music.youtube.com/watch?v=e9--xUTxH4g
Video:
Jab Koi Na De Saath Aur Na Koi Thaame Haath |
Mann Ho Na Niraas Jab Sai Har Dum Saath ||
Woh Kann Kann Ka Waasi Woh Kshann Kshann Ka Saathi |
Woh Hein Aisa Saathi Na Chhode Kabhi Saath ||
AaJaaye Aisa Mod Dikhe Na Koi Chor
Dil Ke Darwaze Par Dastak Dena Par Jor
Sunna Andar Se Sai Keh Ke, Jaana Hein Kis Aor |
Sai Ghat Ghat Ka Waasi Kar De Mehar Raasi
Viswas Ki Hein Aadh, Vishwas Ki Hein Darkaar
Sab Chhodo Unke Haath, Phir Darne Ki Kya Baat |