People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

pyar pyar
Music: Sajid-Wajid
Lyricist: Faiz Anwar
Album: Baaghi(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baaghi-New/Pyar-Pyar/CDEqA0BE
pyar pyar pyar tera pyar chahiye
pyar pyar pyar tera pyar chahiye
bekarar dil ko karar chahiye
pyar pyar pyar tera pyar chahiye
bekarar dil ko karar chahiye
tujhe jo maine dekha to dil ne ye pukara
ke jindagi me ek yar chahiye
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar

kahta hai dil mera teri aankho me dub jau
chahat hai ye apni mai dulhan tujhe banau
aise hi kuch sapne mere dil ne bhi dekh dale
karti hu khush hokar mai khud ko tere hawale
hosh mera khone laga ye kya mujhe hone laga
kaise tujhe yar mai batau
mai hu teri jan ab to
dil me chaya tera nasha
aaja tujhe dil me mai basau
tujhe jo maine dekha to dil ne ye pukara
ke jindagi me ek yar chahiye
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar

pagal kar dalungi tujhe itna pyar mai dungi
in baho me rahkar ye jiwan gujar dungi
dekhe na ye dunia kahi dil me chupa de mujhko
jine ko tarsa hu tu jina sikha de mujhko
paas aaja yar mere bahe meri tham jara
shama hai ye pyar ka suhana
jan meri tere liye
pyar mera tere liye tera hi to mai hu diwana
tujhe jo maine dekha to dil ne ye pukara
ke jindagi me ek yar chahiye
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar
pyar pyar pyar tera pyar chahiye
bekarar dil ko karar chahiye
pyar pyar pyar tera pyar chahiye
bekarar dil ko karar chahiye

tujhe jo maine dekha to dil ne ye pukara
ke jindagi me ek yar chahiye
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar
pyar pyar tu de de mujhko pyar pyar
tumhi ko chahta hai
Music: Sajid-Wajid
Lyricist: Faiz Anwar
Album: Baaghi(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baaghi-New/Tumhi-Ko-Chahata-H
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
khafa naa ho o jana ke dekhe yeh jamana
mai ho gaya diwana dil bekrar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai

dal ke najar najar ki mastiya
mujhpe yu girayi tune bijliya
dal ke najar najar ki mastiya
mujhpe yu girayi tune bijliya
madhosh mai hu ki hosh kho gaya
dil ki lagi me yeh hal ho gaya
abb toh bas dil pe tumhara ikhtiyar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
khafa naa ho o jana ke dekhe yeh jamana
mai ho gaya diwana dil bekrar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai

aur bhi karib aane do mujhe
dhadkane jara churane do mujhe
aur bhi karib aane do mujhe
dhadkane jara churane do mujhe
tadpake aise naa jao janeman
mujhko gale se lagao janeman
kya khila khila sama hai kya bahar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
khafa naa ho o jana ke dekhe yeh jamana
mai ho gaya diwana dil bekrar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
tumhari inn adao me bada khumar hai
chaha tha tujhe
Music: Sajid-Wajid
Lyricist: Faiz Anwar
Album: Baaghi(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baaghi-New/Chaha-Tha-Tujhe/Jl
chaha tha tujhe paya hai tujhe kuch bhi na chahiye or ab mujhe
chaha tha tujhe paya hai tujhe kuch bhi na chahiye or ab mujhe
tuhi hai tuhi hai in sanso me
tuhi hai tuhi hai in aankho me
tuhi hai tuhi hai in baho me
yu tumne mujhko chhua ke jagi koi pyas hai
tu aake lag ja gale diwana tere pas hai
ha pas hai ha pas hai pas hai

tu sath ho to mile jindagi tere bina kya hai jina
tu sath ho to mile jindagi tere bina kya hai jina
har pal sharabi nigahe teri mujhko sikhati hai peena
yu tumne mujhko chhua ke jagi koi pyas hai
tu aake lag ja gale diwana tere pas hai
ha pas hai ha pas hai pas hai

shole bhadakne lage pyar ke aaja ye shole bujha de
shole bhadakne lage pyar ke aaja ye shole bujha de
banke mai sawan baras jaunga dil me tu arman jaga de
yu tumne mujhko chhua ke jagi koi pyas hai
tu aake lag ja gale diwana tere pas hai
ha pas hai ha pas hai pas hai

chaha tha tujhe paya hai tujhe kuch bhi na chahiye or ab mujhe
chaha tha tujhe paya hai tujhe kuch bhi na chahiye or ab mujhe
tuhi hai tuhi hai in sanso me
tuhi hai tuhi hai in aankho me
tuhi hai tuhi hai in baho me
yu tumne mujhko chhua ke jagi koi pyas hai
tu aake lag ja gale diwana tere pas hai
ha pas hai ha pas hai pas hai
piya thu kaha hai
Singer: Shubha Mudgal
Music: Sajid-Wajid
Lyricist: Faiz Anwar
Album: Baaghi(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baaghi-New/Piya-Tu-Kahan-Hai/
milke judai kyu hai, kaun ye samjhe karan
o apne piya ki yaad me tadpe
koi prem pujaran haye

judai haye
piya tu kahan hai, ho piya, piya tu kahan hai
rone laga dil aankh bhar aayi
haye rone laga dil aankh bhar aayi
tadpa rahi hai ab ye judai
barse yu hi din raat
haye asuwan ki ye barsat haye
piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai

oh dil ki jo maanu jag ruth jaaye
jag ki jo maanu dil tut jaaye
ha ye pyaar kya hai pehle na jaana
mehanga pada hai dil ka lagana
barse yu hi din raat
haye asuwan ki ye barsat haye
piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai

ho khel hain kaise dil ki lagan ke
tut ke bikhre sapne milan ke
ha phir yaad teri aane lagi hai
phir jaan meri jaane lagi hai
barse yu hi din raat
haye asuwan ki ye barsat haye
piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
ho pyaar mein ye to hona tha hansna tha ya rone tha
pyaar mein ye hona tha hansna tha ya rone tha

judai aa aa
sapne mey kudi
Singer: Abhijit
Music: Sajid-Wajid
Lyricist: Faiz Anwar
Album: Baaghi(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baaghi-New/Sapne-Mein-Kuddi/O
kya huva zara ye to bata kis ke pyar me diwana tu bana
kya huva zara ye to bata kis ke pyar me diwana tu bana
sapne me kudi wo aaundiye aaho ankhkha di nind churondiye aaho
sapne me kudi wo aaundiye ankhkha di nind churondiye
mai to uspe pyar lutava mai to uspe pyar lutava
yaade uski dil me basava dhundu kaha usko
ke dil mera nal nal nal le gayi jo
ke dil mera nal nal nal le gayi jo

phulo se khili khili chand se ujli
wo mere liye banti sawarti thi
pariya ki rani kudiya diwani
chhupke se dil me utarti thi
phulo se khili khili chand se ujli
wo mere liye banti sawarti thi
pariya ki rani kudiya diwani
chhupke se dil me utarti thi
uske hi to git mai gava uske hi to git mai gava
pyar uska bhul na pava dhundu kaha usko
ke dil mera nal nal nal le gayi jo le gayi jo
ke dil mera nal nal nal le gayi jo

morni si chaal hai hansi to kamal hai mast adaye suhani ve
hirni si dole jadu sa ghole shok rangili jawani ve
morni si chaal hai hansi to kamal hai mast adaye suhani ve
hirni si dole jadu sa ghole shok rangili jawani ve
kaise dil ka dard mitava kaise dil ka dard mitava
hal itna kisko sunava dhundu kaha usko
ke dil mera nal nal nal le gayi jo le gayi jo
ke dil mera nal nal nal le gayi jo
sapne me kudi wo aaundiye ankha di nind churondiye
mai to uspe pyar lutava mai to uspe pyar lutava
yaade uski dil me basava dhundu kaha usko
ke dil mera nal nal nal le gayi jo
ke dil mera nal nal nal le gayi jo
ek kabhi do kabhi
Music: Sajid-Wajid
Lyricist: Faiz Anwar
Album: Baaghi(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baaghi-New/Ek-Kabhi-Do-Kabhi/
ek kabhi do kabhi ek kabhi do kabhi
tin kabhi char char aane lage meree gali haye
ek kabhi do kabhi tin kabhi char char
aane lage meree gali haye
bhanware bahot mai akeli kali
bhanware bahot mai akeli kali
koi kahe laila mujhe koi kahe laila mujhe
koi kahe sweaty mujhe koi kahe mann kali
bhanware bahot mai akeli kali
bhanware bahot mai akeli kali

shokh adaye yeh tirchi nigahe gulab sa mehka badan
rup ki masti yeh aankho kaa jadu diwano kaa diwanapan ho
shokh adaye yeh tirchi nigahe gulab sa mehka badan
rup ki masti yeh aankho kaa jadu diwano kaa diwanapan ho
dekh lu mai hanske jise hanske jise dekh lu mai
samjho ke bas machne lagi dil me uske khalbali
bhanware bahot mai akeli kali
bhanware bahot mai akeli kali

aaye hain kaise yeh mod jawani ke phas gayi mushkil me jo
ghar se niklana muhal ho gaya hai mai jau toh jau kaha
aaye hain kaise yeh mod jawani ke phas gayi mushkil me jo
ghar se niklana muhal ho gaya hai mai jau toh jau kaha
sabse hasin sabse juda sabse juda sabse hasin
mujhse yaha koi nahi ladki hu mai chulbuli
bhanware bahot mai akeli kali
bhanware bahot mai akeli kali
ek kabhi do kabhi ek kabhi do kabhi
tin kabhi char char aane lage meree gali haye
bhanware bahot mai akeli kali
bhanware bahot mai akeli kali
khai hai kasam
Music: Sajid-Wajid
Lyricist: Faiz Anwar
Album: Baaghi(2000)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baaghi-New/Khai-Hai-Kasam/QxE
milte milte hum dono yu ho baithe diwane
milte milte hum dono yu ho baithe diwane
ek duje ke pyar me khoye dunia se begane
ab kya ho anzam hamara ye to rab hi jane
khai hai kasam aye humsafar
mar jayenge tumhe na pa sake hum agar
khai hai kasam aye humsafar
mar jayenge tumhe na pa sake hum agar
milte milte hum dono yu ho baithe diwane
ek duje ke pyar me khoye dunia se begane

kahne lagi ye jindagi sapno baharo ke bun lo
lag kar mere sine se tum is dil ka paygam sun lo
hosh khone lage dil me tufa jage aage hamse tu kuch na kaho
manjile pyar ki de rahi hai sada bas yuhi sath chalte raho
ab kya ho anzam hamara ye to rab hi jane
khai hai kasam aye humsafar
mar jayenge tumhe na pa sake hum agar

najuk hai ye dil kanch sa pathar ke jaisi hai rashme
tum sath ho jab tak sanam rashme hai sab apne bas me
ek ho jayenge rashmo ko tod kar is jaha se darenge na hum
pyar ke waste jan jaye magar bewafai karenge na hum