People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Jai Hind
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=qDUooddv0DQ
Video:
Hai Vatan to Hain Hum
Itni Si Apni Kahaani
Haan Tabhi Shaan Se Hum
Kehlaate Hain Hindostaani

Hai Vatan to Hain Hum
Itni Si Apni Kahaani
Haan Tabhi Shaan Se Hum
Kehlaate Hain Hindostaani

Chaaron Dishaon Nein Jab
Goonjen Apni Sadaayen
Dharti Bhi Thartharaaye
Bekhauf Ho Ke Khul Ke
Ik Sur Mein Saare Milke
Aawaazen Hum Lagaayen

Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind Gaayen
Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind Gaayen

Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind Gaayen
Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind Gaayen

Meri Hasti Hi Kya
Teri Khaatir Jo Isko
Mita Na Sakoon Na Sakoon
Zindagi Hai Ye Kis Kaam Ki
Kaam Tere Jo Aa Na Sakoon Na Sakoon

Tu Ne Jitna Diya Hai
Tu Ne Jitna Diya Hai
Zaroorat Se Zyaada
Mujhe De Diya De Diya

Mujhpe Laanat Hai
Aadha Bhi Uska Agar Main
Chuka Na Sakoon Na Sakoon

Teri Hifaazat Karne
Qatra Qatra Lahoo Ka
Bin Poochhe Hum Bahaayen
Bekhauf Ho Ke Khul Ke
Ik Sur Mein Saare Milke
Aawaazen Hum Lagaayen

Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind Gaayen
Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind Gaayen

Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Jai Hind
Jai Hind Hind Gaayen