Ram Shrishta Bhi Hain Aur Shrishti Bhi Hain
Ram Shrishta Bhi Hain Aur Shrishti Bhi Hain
Ram Drishta Bhi Hain Aur Drishti Bhi Hain
Ram Drishta Bhi Hain Aur Drishti Bhi Hain
Ram Jeevan Bhi Hain Ram Mukti Bhi Hain
Ram Jeevan Bhi Hain Ram Mukti Bhi Hain
Ram Hain Khoj Bhi Ram Yukti Bhi Hain
Ram Hain Khoj Bhi Ram Yukti Bhi Hain
Ram Manhar Bhi Hain Aur Manasvi Bhi Hain
Ram Manhar Bhi Hain Aur Manasvi Bhi Hain
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain
Ram Raja Bhi Hain Aur Tapasvi Bhi Hain
Siya Balram Raghunandan Raghupati Dashrath
Siya Balram Maryada Puroshattam Dhanushdhari Siya Ram
Ram Aaraadhya Hain Ram Aaraadhana
Ram Aaraadhya Hain Ram Aaraadhana
Ram Hain Saadhya Bhi Ram Hi Saadhana
Ram Hain Saadhya Bhi Ram Hi Saadhana
Ram Maanas Bhi Hain Ram Geeta Bhi Hain
Ram Maanas Bhi Hain Ram Geeta Bhi Hain
Ram Hain Ram Bhi Ram Sita Bhi Hain
Ram Hain Ram Bhi Ram Sita Bhi Hain
Ram Hai Dhaarana Ram Hi Dharm Bhi
Ram Hai Dhaarana Ram Hi Dharm Bhi
Ram Kaaran Bhi Hain Ram Hi Karm Bhi
Ram Kaaran Bhi Hain Ram Hi Karm Bhi
Ram Mahalon Mein Hain Ram Jungle Mein Hain
Ram Mahalon Mein Hain Ram Jungle Mein Hain
Ram Hain Shok Mein Ram Mangal Mein Hain
Ram Hain Shok Mein Ram Mangal Mein Hain
Ram Har Yug Mein Hain Ram Har Pal Mein Hain
Ram Har Yug Mein Hain Ram Har Pal Mein Hain
Ram Hain Aaj Mein Ram Hi Kal Mein Hain
Ram Hain Aaj Mein Ram Hi Kal Mein Hain
Ram Grihasth Hain Ram Hain Sant Bhi
Ram Grihasth Hain Ram Hain Sant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi
Ram Aarambh Bhi Ram Hi Ant Bhi