People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Awadh Ke Ram Chale
Music: Arnab Dutta
Lyricist: Kumar Vishwas
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=c-rUkNMTH_k
Video:
Awadh Ke Pran Chale
Kar Ke Anath Chale
Tumhre Bina Sambhare Kaun Hume Ram

Naino Mein Megh Chhaye
Durdin Ghir Ke Aaye
Kiske Bharose Chhoda Rakhwaare Ram

Tum Bin Ye Jeevan
Marne Ke Jaisa Hai
Jeena Kaise Hume Kaun Sikhaaye

Jaate Ho Jaao Ram
Itna Batao Ram
Pran Se Jo Ram Jaaye
Kaise Saans Aaye

Jeevan Aadhaar Ram
Jagat Ke Saar Ram
Tum Bin Humko Kaun Sawaare

Awadh Ke Pran Chale
Kar Ke Anath Chale
Tumhre Bina Sambhare Kaun Hume Ram

Awadh Ke Pran Chale
Kar Ke Anath Chale
Tumhre Bina Sambhare Kaun Hume Ram

Jaana Hai Jaao Dharti Bachaao
Dharm Dhwaja Lehrao
Dharm Dhwaja Lehrao

Par Tum Bin Hum Kaise Jiye Bas
Itna Batate Jaao Ram
Itna Batate Jaao

Mat Jao Ram Raaja
Mat Jao Raghunandan
Suno Ram Raaja
Mat Jao Raghunandan

Ruk Jao Na Raghav

Awadh Ke Pran Chale
Kar Ke Anath Chale
Tumhre Bina Sambhare Kaun Hume Ram

Awadh Ke Pran Chale
Kar Ke Anath Chale
Tumhre Bina Sambhare Kaun Hume Ram