People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Khwaab
Singer: Vijay Prakash
Lyricist: Shellee
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=F2nyipkB6KQ
Video:
Deewaron Dar Na Jahan
Na Hai Zameen Aasmaan
Aise Safar Pe Rawaan
Gham Na Khushi Ho Jahan

Fana Fana Hua Shehar
Beghar Hua Koi Basar
Karam Kiya Wahi Dharam
Janam Maran Bharam

Bharam Khwaab Hai Khwaab Hi
Khwaab Hai Khwaab Hi

Na Hai Wafa Ab Na Jafa Ab
Ab Na Hai Khushi Na Hai Khafa Ab
Ab Na Hai Daga Na Dil Laga Ab
Ab Na Begana Na Hai Saga Ab

Ja Rahi Hai Na Ji
Kyun Zindagi Ata Ki
Do Chaar Saans Yun Deke

Ek Umar Yun Bita Di
Shamma Si Thi Bujha Di
Do Aarzoo Ke Din Deke

Deewaron Dar Na Jahan
Na Hai Zameen Aasmaan
Yun Hi Safar Pe Rawaan
Gham Na Khushi Ho Jahan

Wahi Dharam
Janam Maran Bharam
Bharam Khwaab Hai
Khwaab Hi