Audio: https://music.youtube.com/watch?v=qTPBugmHoz4
Video:
Vinti Suno Ji Humri Awadhiya Ke Raja
Vinti Suno Ji Humri Awadhiya Ke Raja
Tumhre Kiye Se Hi To Sadhein Saare Kaaja
Sadhein More Kaaja
Tumhre Hi Jaap Se Tumhre Hi Taap Se
Saare Adchan Tale
Tumse Jo Bal Mile Duvidha Ke Hal Mile
To Ye Jeevan Chale
Tumhri Sharan Howe Tumhri Charan Chhuye
Saans Paththar Bhi Le
Kya Apmaan Hai Kya Abhimaan Hai
Tute Sabke Qile
Rakho Humaare Bhi Ghar Pe Kadam
Deepak Jala Kar Ke Rakhe Hai Hum
Ho Mann Mein Darshan Ki Pyaas
Aao Humre Niwas
Vinti Suno Ji Humri Awadhiya Ke Raja
Vinti Suno Ji Humri Awadhiya Ke Raja
Tumhre Kiye Se Hi To Sadhein Saare Kaaja
Sadhein More Kaaja