Deewaron Pe Panah Liye
Bahuru Piya Ujalo Ka Saya Hai
Kohsaro Ki Hawao Ne
Ye Jaadui Sa Kohra Bichaya Hai
Kaun Hai Kya Koi Jane Na
Jane Agar Pahchane Na
Mausam Ke Bhi Thikane Na Hai
Har Manzhar Mein Dikhava Sa
Dar Dar Pe Bahkava Sa
Ruho Pe Jism Ka Pahnava Hai
Kaliyan Badalti Galiyan Badalti
Kabhi Rang Mein Kabhi Dhang Mein Kai Raaz Dhape
Soch Samaj Ke Paar Ye Duniya
Kahan Kya Mile Pata Na Kabhi Chale
Ye Hai Baramulla
Gumraah Ho Rahe
Ye Hai Baramulla
Din Ke Terkhane Jutho Ke Khajane
Takiye Tale Jalo Ki Gahari Hai Khane
Aankh Zhapakte Hi Karvat Le Najare
Berang Wo Bahare Gayab Wo Sitare
Cheron Pe Hai Chehare Yahan
Gosh Sabhi Hi Bahare Yahan
Chehron Pe Hai Chehre Yahan
Gosh Sabhi Hi Bahare Yahan Yahan
Ye Hai Baramulla
Kaun Hai Kya Koi Jane Na
Jane Agar Pahchane Na
Mausam Ke Bhi Thikane Na Hai
Har Manjar Mein Dikhava Sa
Dar Dar Pe Bahkava Sa
Ruhon Pe Jism Ka Pahnava Hai
Soch Samaj Ke Paar Ye Duniya
Kahan Kya Mile Pata Na Kabhi Chale
Ye Hai Baramulla