People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Mann Mora Baanwara
Singer: Mohammad Rafi
Music: O.P. Nayyar
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Raagini/Man-Mora-Bawara/Ox0qAjhgA2U
Video:
aa aa
mann mora banvara, mann mora banvara
nis din gaye, geet milan ke
nis din gaye, geet milan ke
mann mora banvara, mann mora banvara

aashaon ke deep jalake
aashaon ke deep jalake
baithi kabse aankh lagake
baithi kabse aankh lagake aaya pritam pyara
mann mora baanvara, mann mora baanvara
nis din gaaye, geet milan ke
nis din gaaye, geet milan ke
mann mora baanvara, mann mora baanvara

mann mandir me shyam viraje
mann mandir me shyam viraje
chun chun mori payal baje
chun chun mori payal baje kaisa jadu dala
mann mora banvara, mann mora banvara
nis din gaye, geet milan ke
nis din gaye, geet milan ke
mann mora banvara, mann mora banvara

mann mora banvara, mann mora banvara
nis din gaye, geet milan ke
nis din gaye, geet milan ke
mann mora banvara, mann mora banvar