People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Na Woh Inkaar Karti Hai
Music: Anu Malik
Lyricist: Nida Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himalay-Putra/Na-Woh-Inkar-Ka
Video:
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karti hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karta hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai

ajab ladki wo jab milati yun reh jati hai sharmake
ajab ladki wo jab milati yun reh jati hai sharmake
kabhi balon ke pichhe muh chhupa leti hai ghabrake
ajab ladaka hai raste se gujar jata hai takrake
maja ata hai usako yun hi mere dil ko tadpake
jalane ko mujhe auron se ankhein char karata hai
na wo inkar karata hai na wo ikrar karata hai
hamein phir bhi yakin hai wo hami se pyar karata hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai

jo dekho toh badi masum bilkul ajnabi hai wo
jo dekho toh badi masum bilkul ajnabi hai wo
magar jab main nahi hota toh mujhko sochati hai wo
wo chhup chhupke mujhiko dekhta hai rojana
magara jab samane ata hai ban jata hai anjana
bina meri ijajat wo mera deedar karti hai
na wo inkar karti hai na wo ikrar karti hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karti hai
na wo inkar karta hai na wo ikrar karta hai
hume phir bhi yakin hai wo hami se pyar karta hai