People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Dil Hai Tera Deewana
Lyricist: Hasan Kamaal
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Haatimtai/Dil-Hai-Tera-Deewan
aye jana aye jana, teer chalake aye jana
aye jana aye jana, teer chalake aye jana
kaha chala tahar zara
dil hai tera diwana
aye jana aye jana aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
acha nahi aise me, dil ko tadpana
aye jana jane jana, dil hai tera diwana
aye jana jane jana, dil hai tera diwana
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
acha nahi aise me, dil ko tadpana
aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana

meri tanhaiyo ko apni kahani de de
kahani de de
meri tanhaiyo ko apni kahani de de
kahani de de
husno shabab ki tu koi nishani de de
koi nishani de de
dil hai udas aaja aa mere paas aaja
dil hai udas aaja aa mere paas aaja
chahat se rangin kar de mera afsana
aye jana jana jana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana

ulfat ki aag mere dil me lagane wale
dil me lagane wale
ulfat ki aag mere dil me lagane wale
dil me lagane wale, tu bhi to dekh jalke
mujkho jalane wale, mujkho jalane wale
kuch bekarar karde kuch bekarar hoja
kuch bekarar karde kuch bekarar hoja
mai sama ban jau tu ban ja parwana
aye jana jana jana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
mausam hai pyar ka, aur rangin bahar ka
acha nahi aise me, dil ko tadpana
aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana
dil hai tera diwana, aye jana jane jana