People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Maine Kaha Tumne Suna
Music: R.D.Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Album: Dacait(1987)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dacait/Maine-Kaha-Tumne-Suna/
maine kahan tumne suna maine kahan tumane suna
ye hawa kehati hai kya
jindagi dard hai pyar dard ki dawa
maine kahan tumne suna maine kahan tumane suna
ye hawa kehati hai kya
jindagi dard hai pyar dard ki dawa
maine kahan tumne suna

rut ki hasina lagati hai kajal magar dil tarasata hai
parbat pe jab jhum jate hai badal to sawan barasata hai
rut ki hasina lau lagati hai kajal magar dil tarasta hai
parbat pe jab jhum jate hai badal to sawan barasta hai
o maine kahan tumne suna ye ghata kehati hai kya
jindagi dard hai pyar dard ki dawa
maine kahan ho tune suna

hum hi nahi bas do premi akele ki sare ye kehte hai
ho milane se logo ke lagate hai mele najare ye kehte hai
hum hi nahi bas do premi akele ki sare ye kehate hai
ho milane se logo ke lagate hai mele najare ye kehte hai
maine kahan tumne suna ye fiza kehati hai kya
jindagi dard hai pyar dard ki dawa
maine kahan ho tumne suna

dekho suno gaur se asmano se awaj aati hai
o dil bejuban hai magar bejubano se awaj aati hai
dekho suno gaur se aasmano se awaj aati hai
o dil bejuban hai magar bejubano se awaj aati ha
maine kahan tumne suna ye sada kehati hai kya
jindagi dard hai pyar dard ki dawa
maine kahan ho tumne suna ye hawa kehati hai kya
jindagi dard hai pyar dard ki dawa
maine kahan tumne suna