People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Pyar Mohabbat
Music: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ab-Ke-Baras/Pyaar-Mohabbat/QE
pyar mohabbat ishq ibadat aur kare kya ab ke baras
tum jo mile ho sab kuch mila hai aur kya chahen ab ke baras
pyar mohabbat ishq ibadat aur kare kya ab ke baras
tum jo mile ho sab kuch mila hai aur kya chahen ab ke baras

maine bhi kya khwab sunhera dekha
har chehre me tera chehra dekha
patjhad bahar basant ya barsate
sab mausam karte hai teri baatein
tere nam kardi maine sari zindagani
mere har fasane mein hai teri kahani
main bhi to ban baithi hun teri diwani
aa jeele mar le had se guzar le aur kare kya ab ke baras
pyar mohabbat ishq ibadat aur karen kya ab ke baras

prem ka rang hai aisa jo na chhute
dor wafa ki jivan bhar na tute
betabi tanhayi pyasi ratein janeman sab hai teri saugatein
bekarariyon ki halat kaise mai bataun
ungaliyon pe gin gin ke din ab mai bitaun
chahat yahi tujhko dulhan banaun
o hum joli rasmo ki doli le tu aaja ab ke baras
pyar mohabbat ishq ibadat aur karen kya ab ke baras
pyar mohabbat ishq ibadat aur karen kya ab ke baras