People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

sajna ve hariya ve mahiya ve ranjhna ve
Music: Nikhil-Vinay
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aapko-Pehle-Bhi-Kahin-Dekha-H
naina tum hi bure ho tumse bura na koi
aaphi preet ki aag lagayi aaphi baitha roye
sajna ve hariya ve mahiya ve ranjhna ve
sajna main hari sajna ve
sajna main hari aaja ek bari sajna main hari
aaja ek bari dil lagta nahi tere bin hariya
oh mere mahiya jaye na ab jiya
sajna main hari aaja ek bari
sajna main hari aaja ek bari

tha kiska kasur ve hue hum jo dur ve
jo sach hai wo samne to aata zarur ve
tha kiska kasur ve hue hum jo dur ve
jo sach hai wo samne to aata zarur ve
na jane ye kaisi ajab dastan hai
kadam pe hai manzil juda rasta hai
juda rasta hai sajna main hari
aaja ek bari sajna main hari
aaja ek bari dil lagta nahi tere bin hariya
oh mere mahiya jaye na ab jiya

sajna main hari aaja ek bari
na dil ko khabar hui juda kab nazar hui
achank ye zindagi kidhar thi kidhar hui
na dil ko khabar hui juda kab nazar hui
achank ye zindagi kidhar thi kidhar hui
chali yu hawayein uda ashiyana
ye leke gayi mera muskurana
mera muskurana sajna main hari
aaja ek bari sajna main hari
aaja ek bari dil lagta nahi tere bin hariya
oh mere mahiya jaye na ab jiya
sajna main hari aaja ek bari

naseeban khel ve bade hi ajeeb ve
hai lambi judaiyan dilande kareeb ve
naseeban khel ve bade hi ajeeb ve
hai lambi judaiyan dilande kareeb ve
koi jeet jaye mohabbat ki bazi
kisiko na bhaye khushi ye zara bhi
khushi ye zara bhi sajna main hari
aaja ek bari sajna main hari
aaja ek bari dil lagta nahi tere bin hariya
oh mere mahiya jaye na ab jiya
sajna main hari aaja ek bari