People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 16 *

Raato Ko Jaag Kar
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Suraj Sanim
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saatwan-Aasman/Raaton-Ko-Jaag-Kar/KRANWz5-R2E
Video:
teri meri muraado ke din hain
raato ko jag kar, sone ke din hain
teri meri muraado ke din hain
raato ko jag kar, sone ke din hain

bistar ki thandak, saaso ki garmi
baaho ki shakhti, hotho ki narmi
bistar ki thandak, saaso ki garmi
baaho ki shakhti, hotho ki narmi
hotho ki narami hotho ki narami hotho ki narami
kuchh kho ke kuchh pa jaane ke din hain
raato ko jag kar, sone ke din hain

baarish ki bundo me do jism bhige
bhige badan ki sharabo ko pile
baarish ki bundo me do jism bhige
bhige badan ki sharabo ko pile
sharabo ko pile sharabo ko pile sharabo ko pile
sharabi sharabi raato ke din hain
raato ko jag kar sone ke din hain

shabnam gire phul par, phul ham par
mahak ek rache phir nai tino mil kar
shabnam gire phul par, phul ham par
mahak ek rache phir nai tino mil kar
nai tino milakar nai tino milakar nai tino milakar
gulabi gulabi jharo ke din hain
raato ko jaag kar sone ke din hain
teri meri murado ke din hain
raato ko jag kar, sone ke din hain
raato ko jag kar, sone ke din hain
Socha Tumhe Khat Likhu
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Suraj Sanim
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saatwan-Aasman/Socha-Tumhen-Khat/IB0kWB94BVc
socha tumhe khat likhu par man hi man mai darti hu
socha tumhe khat likhu par man hi man mai darti hu
tum khat ko padh na paaoge, is khat ko phaad daaloge
socha tumhe khat likhu par man hi man mai darta hu

ruthungi mai tum manaaoge, ruthoge tum mai manaaugi
umr jo thodi si baaki hai aansuo me bit jaayegi
itni fursat to ai meri jaa jaan dekar bhi na paaungi
socha tumse aa kar milu par man hi man mai darti hu
socha telephone karu par man hi man mai darta hu
meri aawaz ko sun kar hello tum kah na paaogi
socha telephone karu par man hi man mai darta hu

pehle mai marne se darta tha tumne jina mujhko sikhalaaya
tum aayi to sune jivan me jaise koyi chaand nikal aaya
haay ye khilta paagalapan har khushi ko maine thukaraaya
socha tumse aa kar milu par man hi man mai darta hu
socha tumhe khat likhu par man hi man mai darti hu
tum khat ko padh na paaoge, is khat ko phaad daaloge
socha telephone karu par man hi man mai darta hu
Tere Liye Palkon Ki
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Suraj Sanim
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saatwan-Aasman/Raaton-Ko-Jaag-Kar/KRANWz5-R2E
tere liye palako ki jhalar bunu
kaliyo saa gajare me baadhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya bunu
aajaa saajana tere liye palako ki jhalar bunu
kaliyo saa gajare me baadhe phiru
dhup lage jaha tujhe chhaya bunu
aajaa saajana tere liye palako ki jhalar bunu

mahaki mahaki ye raat hai bahaki bahaki har baat hai
laajo maru chume jiya kaise ye mai karu
aajaa saajana mahaki mahaki ye raat hai
bahaki bahaki har baat hai laajo maru chume jiya
kaise ye mai karu
aajaa saajana tere liye palako ki

naya naya sansar hai tu hi mera gharabar hai
jaisa rakhe khushi khushi vaise hi mai rahu
aajaa saajana naya naya sansar hai
tu hi mera gharabar hai
jaisa rakhe khushi khushi vaise hi mai rahu
aajaa saajana tere liye palako ki

pyaar mera tera jit hai sabase achchha mera mit hai
tere liye rup liya tere liye hi hansu
aajaa saajana pyaar mera tera jit hai
sabase achchha mera mit hai
tere liye rup liya tere liye hi hansu
aajaa saajana tere liye palako ki
Where Is The Time To Hate
Music: Ram Lakshman
Lyricist: Suraj Sanim
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Saatwan-Aasman/Where-Is-The-Time-To-Hate/SUUdXRxxdgQ
Video:
where is the time to hate when there is so little time to love
where is the time to hate when there is so little time to love
comeon lets sing sing sing comeon lets dance dance dance
comeon have fun fun fun meree jaan
where is the time to hate when there is so little time to love
hmmm where is the time to hate
when there is so little time to love
comeon lets sing sing sing comeon lets dance dance dance
comeon have fun fun fun meree jaan
where is the time to hate when there is so little time to love

aaj milee hai jo khushee kal pe naa isako taalo
titalee hai yeh udd jaayegee kitne hee pahare daalo
aaj milee hai jo khushee kal pe naa isako taalo
titalee hai yeh udd jaayegee kitne hee pahare daalo
where is the time to hate when there is so little time to love
hm where is the time to hate when there is so little time to love

ju ju ju ju ju ju ju ru ru ru ru ru ru ru ru
insaan ke jivan me jis pal hai dekho rona
pyaar me hai beete jo pal vahee hai sacha sona
insaan ke jivan me jis pal hai dekho rona
pyaar me hai beete jo pal vahee hai sacha sona
ho where is the time to hate when there is so little time to love
o aa aa where is the time to
hate when there is so little time to love
comeon lets sing sing sing comeon lets dance dance dance
comeon have fun fun fun meree jan
where is the time to hate when there is so little time to love
Yeh Desh Hamara Hai
Lyricist: Sanam Gorakhpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hum-Bachhey-Hindustan-Ke/Yeh-
Video:
manchitar par kitna sundar desh hamara hai
aao iski sair kare aankho ka tara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
manchitar par kitna sundar desh hamara hai
aao iski sair kare aankho ka tara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

isi kile se chatrpati ji
tut pade the dushman par
unka hi vaykitav ghumta raha
manakavi bhushan par
chatar pal ne kavi bhushan ko
ek anutha man diya ek anutha man diya
mantar mughd hai ye par sang bhi kitna pyara hai
mantar mughd hai ye par sang bhi
kitna pyara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai

isi bambai se gandhi ji tilak gokhle mahke the
sach pucho to angrejo ke pair yahi se ukhde the
aazadi lekar hi chode pran hamare bapu ne
pran hamare bapu ne aaj tarakki ki manzil ki
or sitara hai aaj tarakki ki manzil ki
or sitara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai

hath me thi talwar
peeth par balak lekar nikli thi
aandhi or tufan se badhkar jhansi wali rani thi
rajguru sukhdev chandar sekhar ko
bhul nahi jana unko bhul nahi jana
jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
jaliyawala bag tirth sathan hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

agar chahte veer bhakat singh
le lete dushman ki jan
inkalab ka nara dene wale ki thi ye pahchan
vidya aur thi jivha apne
logo ne hi pran liya logo ne hi pran liya
bismilla asfak ulla se katil hara hai
bismilla asfak ulla se katil hara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

rana ke bacho ko roti ghas ki bhi to nahi mili
aasman ki chadar bistar pathrili hi jami mili
bandh saki na kabhi gulami ki
janjir rana ko ye janjire rana ko
bharat mata ka ye beta bada dulara hai
bharat mata ka ye beta bada dulara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

neta ji ke hunkaro se angrejo ki nind udi
neta ji ke fauladi se sena thi yaro khub ladi
neta ji ka nam hamare khun ko garmi deta hai
khun ko garmi deta hai
gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai
gaav gaav me gunj raha jaihind ka nara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

nehru ji ne damandeep aur gova me aazadi li
sikkam ki janta ko indra gandhi ne aazadi di
rajwado ko prem sutar me
ballab bhai ne bandha ballab bhai ne bandha
lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai
lala ji ke lahu ne pyare desh sawara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

pond raj ki durgawati rani bahadur thi
aadiwasiyo ki devi wo neta aur bhawani thi
tara ke the veer kuwar singh ji
sher babbar kahlate the sher babbar kahlate the
chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai
chun chun kar anyayiyo ko dono ne mara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

keral ke madhyam menan karnatak ke teepu sultan
tamil ke gopal kesh vanchi sunlo gunji thi shan
aur udisa ke murlidhar panda ka tum nam likho
panda ka tum nam likho
nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai
nav parbhat ko ambedkar ne sawara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

is ghar ka himgir rakshak hai
sagar ki uthti lahre amrit ki dhara bahti hai
ganga jamuna ke jal me kashmir ki hawa hamari
tabiyat ko rang jati hai tabiyat ko rang jati hai
kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai
kahne ka ye matlab hai sukh vaibhav sara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

lakho aur karodo ne jab tyag kiya sab kuch apna
tab jakar bharat maa ne pahna aazadi ka gahna
is gahne ki raksha bache budhe aur jawan kare
budhe aur jawan kare
bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai
bhaichara sabhi nibhaye tabhi gujara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai

shardha bhakti se naman karo
sab milkar un sab veero ko
khel gaye jo jan pe hanste hanste
veer sahido ko aazadi ki sanse un
sabki hi saman dharohar hai
sabki hi saman dharohar hai
un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai
un par nyauchawar apna ye jiwan sara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
ye desh hamara hai ye desh hamara hai
Yeh Rakshaa Bandhan
Singer: Preeti Sagar
Lyricist: Sanam Gorakhpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hum-Bachhey-Hindustan-Ke/Yeh-
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai

is rakhi ke badle me tum desh ki raksha karna
desh drohiyo or bahar ke dusman se tum ladna
apne pyare bhaiya se
apne pyare bhaiya se, ye kahne ka adhikar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai

kathin rah me ye rakhi hi degi sath tumhara
nek rah par chalte rahna hoga uday sitara
nek kam karne walo se o
nek kam karne walo se bagat me sansar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai

beet gaye jo beet gaye dil beete din mat dekho
aane wale aise jan ho bas ye socho
kisi ek ke liye nahi hai
kisi ek ke liye nahi hai sabke liye bahar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai

sach pucho to is dharti par bahno ki hai kami nahi
aage karo kalai apni apno ki hai kami nahi
bhai hai bujdar to uski
bhai hai bujdar to uski bahna bhi bujdar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai

subah ka bhula sham ghar aaye to bhi chalo ganimat hai
dharti to sabki kahti hai ye ishwar ki niyat hai
balihari kache dhage ki
balihari kache dhage ki bahka ka udhar hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai

is bandhan ki raksha karne wale log fale hai
bahan ke aashiwad pyar se kitne log badhe hai
bahna ka bhai ki khatir mamta or dular hai
ye raksha bandhan
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
bandhwalo rakhi bahna ka isme pyar hai
ye raksha bandhan sabse bada tyohar hai
Prem Bann
Music: Illayaraja
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hey-Ram-OST/Prem-Bann-Hey-Ram
kesh khule khul ke bikhare, sab rang ude mere kajal ke
gulnaar khile mere joban ke
tute ghunghru meri payal ke
mera ang ang kare mujhko tang
main kasmas kasmas karne lagi
meri nas nas me kya pyaas jagi
kabhi ithe gayi kabhi uth gayi
mujhe aai sharm daiya daiya daiya

ye tera prem baan aisa chubha, kaisa
tadap raha hain hirni jaisa jiya, jiya
dard yaha waha aaye, hay
mera to bas na chale, aag tan man me jale
koi to jake dava le aa le aa
ye tera prem baan aisa chubha, kaisa
ye tera prem baan aisa chubha

jane kab kaisa kaha ishq lada
mere rag rag me koi jahar chadha
kahi se vaidh bula nabz dikha
beriys tu hi meri agan bujha
agan bujha, agan bujha
mera to bas na chale, aag tan man me jale
koi to jake dava le aa le aa
ye tera prem baan aisa chubha, kaisa
dard yaha waha aaye, hay
mera to bas na chale, aag tan man me jale
koi to jake dava le aa le aa
ye tera prem baan, ye tera prem baan
ye tera prem baan
ye tera prem baan aisa chubha

chudi bulaye tujhe bairi kangna
bhaye mujhe to bina tere koi bhi rang na
kaisi hoti hain duri koi bhi jane na
man ko samjhau kaise kahna ye mane na
ho gaya nain banvare, aa bhi ja mere sanvare
Piya Piya O Piya
Music: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Har-Dil-Jo-Pyar-Karega/Piya-P
jab jab chudi khanke re, jab jab payal chhanke re
jab jab sawan barse re
oye bole bole bole bole bole bole bole jiya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
subah sham kare mera jiya jiya jiya jiya jiya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
na jane kyon dil dhadke, ghadi ghadi yeh kyon tadpe
ho bedardi tune isko dard yeh kaisa diya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya

nind udd jati hai ha chain bhi khota hai
tanha tanhayi me ha jane kya hota hai
rang khil jata hai, aankh jhuk jati hai
aaina dekhu toh sharam si aati hai
betabi deke mujhko kyon hosh yeh meraa liya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya

jab kisi ladke se ha ladki koi milati hai
mere dil me chahat ki ha chandani khilati hai
jab kisi ke ghar me dholki bajati hai
jab kisi ki doli phulo se sajati hai
meri bhi divani dhadkan karne lage iya iya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya

subah sham kare mera jiya jiya jiya jiya jiya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
na jane kyon dil dhadke, ghadi ghadi yeh kyon tadpe
ho bedardi tune isko dard yeh kaisa diya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
Tera Vade Pe Vada Hota Gaya
Lyricist: Kulwant Jani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gaal-Gulabi-Nain-Sharabi/Tera
tera vade pe vada hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
dil betab jyada hota gaya
jeene ki mahulat ghatti gayi
marne ka takaja hota gaya
tera vade pe vada hota gaya

ruk jaye kisi ke roke se
ye ulfat ka dastur nahi
aa jaye teri marji ke bina
tere dar pe mujhe manjur nahi
tum jitne bache utna hi kar
milne ka irada hota gay
tera vade pe vada hota gaya
dil betab jyada hota gaya
jeene ki mahulat ghatti gayi
marne ka takaja hota gaya
tera vade pe vada hota gaya

kasam khayi hai kismat ne hume milne nahi degi
humare dil ki ye hasrat nikalne bhi nahi degi
magar ye pyar to lalkar ke dar se nahi rukta
shehnshao ki hasti kya
khuda se bhi nahi jhukta
shehnshao ki hasti kya
khuda se bhi nahi jhukta
thukra ke jahan mera dil to
tujhe pane pe aamada hota gaya
tera vade pe vada hota gaya
Abba Abba Haye Tauba
Singer: Preeti Sagar
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Eent-Ka-Jawab-Patthar/Abba-Ab
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba

tu meri resham si julfo se khelega galo ko chumega baho
me le lega are are abba abba
abba abba haye tauba mai teri
bato me na aangi kabhi abba abba haye tauba mai teri
bato me na aangi kabhi abba abba

juru juru hum hai juru juru dil se dil milne de baki sab jane de
jismo ke milne ka mausam to aane de abba abba
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba

chhod mujhe diwane warna mai ro dungi tu mujhko kho dega
mai tujhko kho dungi abba abba
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba haye tauba mai teri bato me na aangi kabhi
abba abba
Ajanta Ki Murat
Lyricist: Naqsh Lyallpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Eent-Ka-Jawab-Patthar/Ajanta-
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada

bemisal hai meri har najar lazwab aankhe
ho tujhse kya mile dekhne lagi
tere hi khwab aankhe, maine dil se jhuma talebu
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada

bar bar dil bekarar dil tujhse pyar mange
gunguna uthe jisme dhadkane, ye wo bahar mange
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada

pyar pyar hai yar yar hai jaan ko jaan kahenge
sine me agar dil jawan hai hum bhi jawa rahenge
janam tu dani o janam ni danam
janam tu dani o janam ni danam
ajanta ki murat badan khubsurat
tune kabhi dekha hai kya
alora ke sare buto ke najare
mere husn ki ek ada
Milne SE Pehale
Lyricist: Javed Akhtar
Album: Dastak(1996)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dastak/Milne-Se-Pehle/EjpZWSZ
milne se pehle janeja hum dono hi ko tha ghuman
hai pyar bas ek dasta duniya mein hota hai kaha
phir hum mile to ye gul khile aise huye kuchh silsile
hum dono ne milke kaha ha pyar ka humko yaki ab aa gaya
milne se pehle janeja hum dono hi ko tha ghuman
hai pyar bas ek dasta duniya mein hota hai kaha
phir hum mile to ye gul khile aise huye kuchh silsile
hum dono ne milke kaha ha pyar ka humko yaki ab aa gaya

dono mile to kho gaye, dono deewane ho gaye
dono mile to kho gaye, dono deewane ho gaye
ab hum hai aur jajbaat hai, ab hatho mein ye hath hai
ab aankhon mein ye khwab hai, ab dhadkane betab hai
ab sine mein armaan hai, ab dil mein ye tufan hai
ab pyar hi hai jindagi, ab pyar hi hai har khushi
ab pyar hi har baat hai, ab pyar hi din raat hai
hai pyar nas-nas mein chhupa, hai pyar rag-rag mein basa
hai pyar jaise ek nasha jo dono par hai chha gaya
milne se pehle janeja hum dono hi ko tha ghuman
hai pyar bas ek dasta duniya mein hota hai kaha
phir hum mile to ye gul khile aise huye kuchh silsile
hum dono ne milke kaha ha pyar ka humko yaki ab aa gaya

sun pyar ki aawaz sun, gunja hai dil ka saaj sun
sun pyar ki aawaz sun, gunja hai dil ka saaj sun
gunji hui hai har disha, gunji hui hai parbat ki hawa
gunji jami, gunja gagan, gunji huwa hai har chaman
gunji hui hai wadiya, gunji fiza, gunja sama
gunja hua ye geet hai, tere meri jo preet hai
sabse badi sachchai hai jo jindagi ne payi hai
tera mera jo pyar hai, jo pyar ka ikraar hai
pake use jaise ye dil hai apni manjil pe aa gaya
milne se pehle janeja hum dono hi ko tha ghuman
hai pyar bas ek dasta duniya mein hota hai kaha
phir hum mile to ye gul khile aise huye kuchh silsile
hum dono ne milke kaha ha pyar ka humko yaki ab aa gaya
Hoga Hoga
Music: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ab-Ke-Baras/Hoga-Hoga/FjoFCAV
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
koyi to dil dil dene wala hoga
koyi to dil dil lene wala hoga
nazre mila ke baahon mein aake
pyaar karne wala hoga oh yeh
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
koyi to dil dil dene wala hoga
koyi to dil dil lene wala hoga
nazre mila ke baahon mein aake
pyaar karne wala hoga oh yeh
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
koyi to dil dil dene wala hoga

kyon na jaane kaise ban jaata hai koyi deewana
do nigaahen jab mile ho jaaye shuru fasana
khayalon mein koyi chehra rehta hoga
akele mein koyi to kuch kehta hoga
aao ji aao paas to aao aise na zamano se darro
jaao ji jaao yun na satao aisi wasi baatein na karo
jaane tamanna aisi ada pe koyi marne wala hoga oh yeh
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
koyi to dil dil dene wala hoga

kya suhani hai gadi baharon ka sama jawan hai
aag seene mein lagi to sab se utha dua hai
oh jaane jaan jaga hai kyon dard zara sa
main jaanu na yeh mausam hai pyaasa pyaasa
tauba tauba jaane kya hoga dekha tujhe main tadpa
shola sa bhadka koyi jo tadpa aane laga mujhko maza
koyi to aashiq rahe wafa mein had se guzarne wala hoga
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
koyi to dil dil dene wala hoga
koyi to dil dil dene wala hoga
nazre mila ke baahon mein aake
pyaar karne wala hoga oh yeh
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
hoga hoga hoga hoga hoga hoga
taa thaiya taa thaiya taa thai
Lyricist: Sudhakar Sharma
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/english/Aamdani-Atthanni-Kharcha-Ru
o saajan o jaan-e-jaanaa hamase hai ye jamaanaa
taa thaiya taa thaiya taa thai, taa thaiya taa thaiya
thaiya thaiya taa thaiya taa thaiya taa thaiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya
chhaiya chhaiya chhaiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya
aapke sone mukhade ki
aapke sone mukhade ki ham hi to hai do ankhiya ankhiya
tum tananananan taa thaiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya
aapake sone mukhade ki ham hi to hai do ankhiya ankhiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya

tum chaay ho to ham pyali hai, tum rel ho to ham patri hai
tum chaay ho to ham pyali hai, tum rel ho to ham patri hai
chhodo ye nakhra jaane do, hat jaao havaa ko aane do
hai maamalaa fifty-fifty kaa ham dono hai baraabar
fifty nahi ho tum zero ho dekho aayine me jaakar
tum tananananan taa thaiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya
aapake sone mukhade ki ham hi to hai do ankhiya ankhiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya

bharate naa maang tumhaari ham rah jaati yun hi kuvaari tum
bharate naa maang tumhaari ham rah jaati yun hi kuvaari tum
tumhe deke dahez kharida hai, aurat ne mard ko jitaa hai
kisi kaam ki nahi hai aurat ise paala hai mard ne
kya bhul gaye tum raaj kiya india me indira ne
tum tananananan taa thaiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya
aapake sone mukhade ki ham hi to hai do ankhiya ankhiya
tum tananananan taa thaiya ham to sajan teri hai chhaiya
Hum Juda Hogaye
Music: Uttam Singh
Lyricist: Anand Bhakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gadar---Ek-Prem-Katha/Hum-Jud
--FEMALE--Hum judaa ho gaye
Hum judaa ho gaye, raaste kho gaye
Magar hum milenge, magar hum milenge
Yeh yaad rakhna, meri raah takna - 2

--MALE--
Hum judaa ho gaye, raaste kho gaye
Magar hum milenge, magar hum milenge
Yeh yaad rakhna, meri raah takna - 2

--FEMALE--
Aa aa aah, aah aa aa aa aa aa aah - 2

--MALE--
Kaagaz ho to phaad doon
Dhaaga ho to kaat doon
Duniya ho to chhod doon
Waada kaise tod doon
Is waade pe mujhko ab jeena, ab marna, sajna
Hum judaa ho gaye, raaste kho gaye
Magar hum milenge, magar hum milenge
Yeh yaad rakhna, meri raah takna - 2

--MALE 2--
Aa aa aa aa, aa aa aa aa aa aa aa aa aa...

--FEMALE--
Ae hawa, tu hi jaa, jaake unko suna - 2
Haal mera hai kya, haal mera hai kya
Kaise jee rahi hoon main
Jaise mar rahi hoon main
Naam tera raat din
Yaad kar rahi hoon main
Logon ne toda hai har sapna mere dil ka, sajna
Hum judaa ho gaye, raaste kho gaye
Magar hum milenge, magar hum milenge
Yeh yaad rakhna, meri raah takna

--MALE--
Yeh yaad rakhna, meri raah takna

--FEMALE--
Yeh yaad rakhna, meri raah takna
Musafir Jaane Waale
Music: Uttam Singh
Lyricist: Anand Bhakshi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Gadar---Ek-Prem-Katha/Musafir
--MALE--Mm mm mm mm mm mm - 2
Ho oh oh oh, oh oh oh oh
Musaafir jaane waale
(Musaafir jaane waale, nahin phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale) - 2

--FEMALE--
Aah aa aa aah, aa aa aah, aa aa aah
Aa aa aa aah, aa aa aa aah
Hmm mm mm, mm mm mm, oh oh oh, oh ho ho

--MALE--
Badi mushkil se dil mein apne - 2
Log basaate hain kuch sapne
Yeh sapne sheeshe ke khilone
Tootke bas lagte hai rone
Dilon pe chhaa jaate hai yeh baadal kaale kaale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale
Musaafir jaane waale, nahin phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale

--FEMALE--
Aa aa aa aah, aa aa aa aah
O dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--CHORUS--
O dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--FEMALE--
Yaad aayengi
O yaad aayengi bas jaane waalon ki kahaaniyaan
Dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--CHORUS--
O dariya de paaniyaan
Yeh mauja phir nahin aaniyaa

--FEMALE--
Oh aa aa aah, aa ha ha, aah aah

--MALE--
Na jaane kya chhoot raha hai
Oh, na jaane kya chhoot raha hai
Dil mein bas kuch toot raha hai
Honton par nahin koi kahaani
Phir bhi aankh mein aa gaya paani
Nahin hum bhoolne waale, nahin tum bhoolne waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale
(Musaafir jaane waale, nahin phir aane waale
Chalo ek dusre ko kare rab de hawaale) - 2