Tam Ka Jahaan Lesh Nahin Klesh Nahin
Dwesh Nahin
Kaam Nahin Krodh Nahin Lobh Nahin
Moh Nahin
Bhav Hai Pradhan Jahaan
Chhal Ka Toh Pravesh Nahin
Yeh Vishay Nahi Shodh Ka
Hai Vishay Aatmabodh Ka
To Bhajo Bhajo Bhajo Bhajo Bhajo
Bhajo Jinko Bhajte Hain
Swayam Tripurari
Jab Zid Pe Aa Gayi Parvati Parvati Parvati
Samjhane Pahunche Saptarishi Saptarishi Saptarishi
Kaay Zid Kar Rahi Kaay Ko Mar Rahi
Kaay Zid Kar Rahi Kaay Ko Mar Rahi Aise Var Ke Laane

Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein Daale Phir Rahe Saanp

Itne Seedhe-saadhe Hain Sab Kehte Bholenath Bholenath

Na Khapra Na Chhapra Na Foos Ki Dhare Madhiya
Ka Khave Ko Dharo Wahaan Bas Rovat Rahat Ladiya

Bhesh Dhare Avdhoot Phire Ab Tumse Ka Kahe Binnu
Dora Dangar Le Ghumein Ve Inke Kachhue Naiyaan
Kaay Zid Kar Rahi Kaay Ko Mar Rahi
Kaay Zid Kar Rahi Kaay Ko Mar Rahi Aise Var Ke Laane
Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein Daale Phir Rahe Saanp
Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-saadhe Hain Sab Kehte Bholenath Bholenath
Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-saadhe Hain Sab Kehte Bholenath Bholenath
Jata Lata Na Kabhun Sanvaare Deesat Maha Bhayankar
Moor Pe Aadho Chanda Aur Bela Pe Ghume Shankar

Ram Naam Ke Rasiya Hain Ve Aur Unhein Kya Chahne
Kaamdev Ke Mardanhaari Ghar-grihasti Kya Jaane
Are Ghar-grihasti Kya Jaane
Kaay Zid Kar Rahi Kaay Tap Kar Rahi
Kaay Zid Kar Rahi Kaay Tap Kar Rahi Aise Var Ke Laane