kisne yun mujhko chua ke main
pankho ke bin aise udane laga
chahe jaha bhi rahu magar kyun
ja kar ke usse hi judne laga
o raaho mein meri uske
paaon ke nishaan hai
manzil ki jaanib ab to
chlna asaan hai
duriya simatne lagi hain
khwaishein chatkane lagi
kiska wajood hai yahan
koi mojood hai yahan
kisne yun mujhko chua ke main
pankho ke bin aise udane laga
khushbu kawaon mein hai
tu meri duao mein hai
jab se hua hai raabta
tu hai falak pe kahin
dikhti zamin pe nahi
dhundu main tera hi pata
main bhee ab main na raha
khud ko ab dhundu kahan
main hua laapata
kisne yun mujhko chua ke main
pankho ke bin aise udane laga
parinde chehakne lage
paao kyun behakne lage
naksh tu hi hota jaa raha
fizaayein mehakne lagi
khwaishe behakne lagi
ye kya gazab ho raha
door talak jaata hun main
tujhko hi pata hun main
jaaun main jaaun jaha
kisne yun mujhko chua ke main
pankho ke bin aise udane laga
chahe jaha bhi rahu magar kyun
ja kar ke usse hi judne laga