People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 12 *

Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Singer: Udit Narayan
Lyricist: Anand Raj anand
Album: Major Saab
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Major-Saab/Akeli-Na-Bazar-Jay
Akeli Na Bazaar Jaya KaroNazar Lag Jayegi
Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Sabhki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi

Samjho Zara Baat Meri Janaab
Bajaria Mein Sabki Najaria Kharaab
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi

Tum Aaina Jo Dekho
Woh Bhi Sambhal Ke Dekho
Tum Aaina Jo Dekho
Woh Bhi Sambhal Ke Dekho
Chanchal Sa Mann Tumhara
Na Faansle Tumhi Ko
Chanchal Sa Man Tumhara
Na Faansle Tumhi Ko

Darpan Se Khud Ko Bachaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi

O, Patjhad Ho Ya Ho Sawan
Ho Basant Ya Bahaar
Patjhad Ho Ya Ho Sawan
Ho Basant Ya Bahaar
Tere Roop Ka Nazara
Deta Mujhe Qaraar
Tere Roop Ka Nazara
Deta Mujhe Qaraar

Na Jhatka Ke Zulfein Phiraya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi

Maine Tumse Ye Kaha Tha
Mujhe Saath Le Ke Chalna
Maine Tumse Ye Kaha Tha
Mujhe Saath Le Ke Chalna
Tumne Bhi Yahi Bola
Haan Saath Hi Hai Chalna
Tumne Bhi Yahi Bola
Haan Saath Hi Hai Chalna

Waada Kiya To Nibhaya Karo
Baat Ban Jayegi
Baat Ban Jayegi

Akeli Na Bazaar Jaya Karo
Nazar Lag Jayegi
Sabki Nazar Mein Na Aaya Karo
Nazar Lag Jayegi

Deewana Kardogi Duniya Ko Tum
Agar Baat Meri Na Manogi Tum

Nazar Lag Jayegi
Nazar Lag Jayegi
pyaar kiya to nibhaana
Lyricist: Anand Raj Anand
Album: Major Saab
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Major-Saab/Pyar-Kiya-To-Nibha
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana - 2Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana - 2
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2
Oh oh oh oh, mm mm mm
Ab zindagi ka maqsad hai bas tumhaara saath
Ek baar keh do tum bhi, haathon mein leke haath

Oh oh oh
Ab zindagi ka maqsadbhaa hai bas tumhaara saath
Lo keh diya yeh tumse, haathon mein leke haath

Hum tum, tum hum banke rahe humraaz humsafar

Shikwa kare na koi ek duje se umr bhar

Pyaar hamaara ho aise ke dekhe yeh zamaana
Pyaar kiya to nina, pyaar kiya to nibhaana - 2
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2
Na main tumhe sataaoon, na tum mujhe sataao

Main tumko samajh jaaoon, tum mujhko samajh jaao

Na main tumhe sataaoon, na tum mujhe sataao

Main tumko samajh jaaoon, tum mujhko samajh jaao

Chaahat hi pooja ho mann mandir ho jaaneman

Ek duje ke bin ek pal bhi lagta nahin ho mann

Phir to jeevan ban jaayega pyaar ka taraana
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana - 2
Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana

Kehta hai pal pal tumse hoke dil yeh deewana
Ek pal bhi jaane jaana mujhse door nahin jaana
Pyaar kiya to nibhaana, pyaar kiya to nibhaana
o maula ye bata ye zindagi hai kya
Lyricist: Anand Raj Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baabarr/Maula-Yeh-Bataa/KQkSS
maula ye kis dagar pe chal padi hai zindagi
maula ye kis dagar pe chal padi hai zindagi
har taraf hai bebasi hi bebasi
ek pal nahi dil ko karar
is baazi me jeet ke bhi hai har
har saans me gum chupa
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya
maula ve maula ve maula ve
maula ve maula ve maula ve

gam seene me thahra hai andhera aur bhi gahra hai maula
gam seene me thahra hai andhera aur bhi gahra hai
saanse aati jati hai lekin har saans pe pahra hai
na manzil ki hai khabar na manzil ki hai khabar
na raaho ka hi hai pata
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya
maula ve maula ve maula ve
maula ve maula ve maula ve

ab jayenge kaun se dar phunk diya apna hi ghar
maula ve maula ve maula ve
ab jayenge kaun se dar phunk diya apna hi ghar
rab jaane kamjor hu main ya ke main hu takatvar
na manzil ki hai khabar na manzil ki hai khabar
na raho ka hi hai pata
o maula ye bata ye zindagi hai kya maula
o maula ye bata ye zindagi hai kya
maula maula maula maula

zindagi ko meri koi naam de de maula
dede ab koi anzam de de maula
zindagi ko meri koi naam de de maula
dede ab koi anzam de de maula
bigdi bana de meri bigdi bana de maula
sar hai jhukaya tere naam se
dikha de mujhe raasta
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya(unplugged)
Lyricist: Anand Raj Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baabarr/Maula-Unplugged/BS4yY
ye kis dagar pe chal padi hai zindagi
ye kis dagar pe chal padi hai zindagi
har taraf hai bebasi hi bebasi
ek pal nahi dil ko karar
is baazi me jeet ke bhi hai har
har saans me gum chupa
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya

gam seene me thahra hai andhera aur bhi gahra hai
gam seene me thahra hai andhera aur bhi gahra hai
saanse aati jati hai lekin har saans pe pahra hai
na manzil ki hai khabar na manzil ki hai khabar
na raaho ka hi hai pata
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya

ab jayenge kaun se dar phunk diya apna hi ghar
maula ve maula ve maula ve
ab jayenge kaun se dar phunk diya apna hi ghar
rab jaane kamjor hu main ya ke main hu takatvar
na manzil ki hai khabar na manzil ki hai khabar
na raho ka hi hai pata
o maula ye bata ye zindagi hai kya
o maula ye bata ye zindagi hai kya
paagal manva tarase re
Singer: Raka Mukherji
Lyricist: Anand Raj Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baabarr/Pagal-Manva/QyIRdxJzW
paagal manva tarase re
more mann ki khwahish puri ho
paagal manva tarase re
more mann ki khwahish puri ho
aisa na din aaye koi
aisa na din aaye koi
jab tujhse mhaari duri ho
paagal manva tarase re
more mann ki khwahish puri ho

balam teri akhiya kare batiya
balam teri akhiya akhiya kare batiya
balam teri akhiya kare batiya
tak tak haari main teri, tak tak haari main
tak tak haari kab teri akhiyo ki majburi ho
paagal manva tarase re
more mann ki khwahish puri ho

ruswa ho ye ya hoye rusawayi
ruswa ho ye ya hoye rusawayi
tum me hum me dono me
tum me hum me dono me bhi na koi majburi ho
paagal manva tarase re
more mann ki khwaish puri ho
paagal manva tarase re
more mann ki khwaish puri ho
aisa na din aaye koi
aisa na din aaye
aisa na din aaye koi
aisa na din aaye koi
jab tujhse mhaari duri ho
paagal manva tarase re
more mann ki khwahish puri ho
baabarr baabarr
Lyricist: Anand Raj Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baabarr/Baabarr/JT4EeD5AflY
gali gali me shor uska mashah allah rob jiska
chal pade to tufan sa aa jaye chhalkara
gali gali me shor uska mashah allah rob jiska
chal pade to tufan sa aa jaye chhalkara
sharara sharara aankhe uski sharara
maula hi jane uski dagar, baabar

baabar baabar baabar baabar
julmi bada ahankari darr jave duniya saari
jivan ke jungle ka ye ghayal sher hai
jo dekhe wo ghabraye, jo takre wo mar jave
jisane lalkara jungle ho gaya dher hai
sharara sharara aankhe uski sharara
maula hi jane uski dagar

baabar baabar
jhukna na usko aave rukna na usko aave
aa jave chahe raaho me sau mushkile
chattan hai chattan hai krodh ka utthan hai
tedhe medhe raste uski manjile
sharara sharara aankhe uski sharara
maula hi jaane usaki dagar, baabar

gali gali me shor uska mashah allah rob jiska
chal pade to tufan sa aa jaye chhalkara
gali gali me shor uska mashah allah rob jiska
chal pade to tufan sa aa jaye chhalkara
sharara sharara aankhe uski sharara
maula hi jane uski dagar, baabar
baabarr baabarr(Theme)
Singer: Sunil Singh
Lyricist: Anand Raj Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baabarr/Baabarr-Theme/OiwpVR5
tute huye dil ki sada kahti hai ye
ye to bata kya maine ki koi khata
phir kyun masal diya dil, phir kyun kuchal diya dil
phir kyun masal diya dil, phir kyun kuchal diya dil
tute huye dil ki sada

fitna giri ye teri jaan le rahi hai meri
fitna giri ye teri jaan le rahi hai meri
mera kasur tha ya dil ka kasur tha
yu na marne se pahle dil tod ne pahle
kuchh to bata ke jate yu chodne se pahle
phir kyun masal diya dil, phir kyu kuchal diya dil

pal pal satane vale mujhko mitane vale
pal pal satane vale mujhko mitane vale
tuta hai dil to kya hua
tadpa hu mai to kya hua
pichhe na main hatunga chahat me mitunga
tukado ko dil ke jod ke tera naam hi likhunga
phir kyun masal diya dil, phir kyun kuchal diya dil
phir kyun masal diya dil, phir kyun kuchal diya dil
tute huye dil ki sada kahti hai ye
ye to bata kya maine ki koi khata
baje raat ke barah
Lyricist: Anand Raj Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Baabarr/Baje-Raat-Ke-Barah/By
jogan pe joban aaya jogan pe joban aaya
man preet ka bhaya pitara
aur kahu main tumse kya bas itna karu ishara
ke ishq jage to, ishq ishq ishq
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

kalidaar kurta itar karo ji
aankho me surma ae babu manmauji
kalidaar kurta itar karo ji
aankho me surma ae babu manmauji
hotho se utarungi tumhari najriya
gale se lagaungi o re sawariya
raja ji raja ji
raja ji raja more raja ji
rahne na main dungi kawara
raja ji raja more raja ji
rahne na main dungi kawara
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah

dekho ji dekhe na jalim sipahiya
soyi hai angna me jage na maiya
ha dekho ji dekhe na jalim sipahiya
soyi hai angna me jage na maiya
dhime se aake darwaja hilana
kholungi sakal bhitar chale aana
haule se haule se
haule se haule se uthaiyo re
ghunghat me chupa hai angara
haule se haule se uthaiyo re
ghunghat me chupa hai angara
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah
ishq jage to aa jaiyo jab baje raat ke barah
Juda Na Honge Hum
Lyricist: Anand Raj Anand
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Deewana-Main-Deewana/Judaa-Na
juda na honge ham aaja khaye ye kasam
ye kasam ye kasam
juda na honge ham aaja khaye ye kasam
ye kasam ye kasam
mana ke mushkil ghadi hai
deewane ko dil ki padi hai
chali aa chali aa chali aa tu baaho me aa
juda na honge ham aaja khaye ye kasam
ye kasam ye kasam
mana ke mushkil ghadi hai
mohabbat hi sabse badi hai
teri hu teri hu teri hi rahungi sada
juda na honge ham aaja khaye ye kasam

ha chahat ke maare do dil deewane
ab dur na honge chahe ban jaye sau afsane
tu hi bata de kya tu ye mane
chahat me jina marna jane to bas tu hi jana
kya kah diya yaara tujhsa nahi koi pyara
chali aa chali aa chali aa tu baaho me aa
juda na honge ham aaj khaye ye kasam

aaja baaho me dil ki panaho me
meri nigaho me tum hi tum ho chhupau kaise
chahat ke mausam hai julfo ke badal hai
dil mera pagal hai is pagle ko samjhau kaise
tere liye maine jina tere liye ab to marna
teri hu teri hu teri hi rahungi sada
juda na honge ham aaja khaye ye kasam
ye kasam ye kasam
juda na honge ham aaja khaye ye kasam
ye kasam ye kasam
mana ke mushkil ghadi hai
mohabbat hi sabse badi hai
chali aa chali aa chali aa tu baho me aa
Mai Nassa Nassa
Lyricist: Anand Raj Anand
Album: Kaal(2005)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Kaal/Nassa-Nassa/EgMoWA1WcB4
Video:
jindagi daud hai, daud hai jindagi
jindagi daud hai, daud hai jindagi
duniya ke mele me har dil akela hain jo yeh naa samjha fasa
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dhol janiya

ginke mili hai saanse sabhi ko, jayegi jan kabhi na kabhi toh
ginke mili hai saanse sabhi ko, jayegi jan kabhi na kabhi toh
jindagi se pyar sabko hai yaar, jaise ke marna nahi hai kisiko
yeh jindagi chand saanso kaa mela hai jo yeh naa samjha fasa
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dhol janiya
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dhol janiya

yeh aasman aur yeh jamin, yeh toh sada rahenge yahi
yeh aasman aur yeh jamin, yeh toh sada rahenge yahi
abb tu yaha aa ya ke ja, inka dil machalta nahi
sab aane jane kaa hi toh jhamela hai, jo yeh naa samjha fasa
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dol janiya
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dol janiya
jindagi daud hai, daud hai jindagi
duniya ke mele me har dil akela hain jo yeh naa samjha fasa
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dhol janiya
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dhol janiya
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dhol janiya
mai nassa nassa nassa nassa nassa nassa tu hi nass dhol janiya
Jannat Hai Yeh Zameen
Lyricist: Anand Raj Anand
Album: Rakht(2004)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rakht/Jannat-Hai-Yeh-Zameen/NCUpWR1Ae1c
Video:
jannat hai ye jami o piya tere ishk me
jannat hai ye jami o piya tere ishk me
mai kya se kya hui o piya tere ishk me
apna banale mujhe apna bana
sapna sajade mera sapna saja
bharle mujhe agosh me kahti hai khamoshiya

jal rhi hu shararo me tumne ye kya keh diya
bebasi ke isharo pe faasla kar liya
mehfil hai teri bas teri ye dil hai tera bas tera
har ek disha me tu hi dikhe kaisi jadugari
jannat hai ye jami o piya tere ishk me
mai kya se kya hui o piya tere ishk me

fasle kam ye hone do kah rahi hai hawa
ha khata maine ki hai ji de do hamko saja
karu kya mai kya na karu
aahe mai sanam kyu bharu
ye pal mujhe de do sanam le lo meri jindagi
jannat hai ye jami o piya tere ishk me
mai kya se kya hui o piya tere ishk me
apna banale mujhe apna bana
sapna sajade mera sapna saja
bharle mujhe agosh me kahti hai khamoshiya
Sach Hai Sach Hai
Singer: Krishna Beura
Lyricist: Anand Raj Anand
Album: Rakht(2004)
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rakht/Sach-Hai-Sach-Hai/MRInBCx1Rnc
Video:
sach hai, sach hai ye tum mera pyar ho meri aarzu mera karar ho
sach hai, sach hai ye tum mera pyar ho meri aarzu mera karar ho
chahat ki chandani ho tum chand ho sanam
mere liye to tum hi jane bahar ho
sach hai, sach hai ye tum mera pyar ho meri aarzu mera karar ho

mohabbat khudai hai yara mohabbat hai khud se hame
mohabbat khudai hai yara mohabbat hai tujhse mujhe
mai chahat ka saudai pagal tu pyar karna mujhe
meri tamanna yahi hai
meri tamanna yahi hai ke har pal mujhe tera didar ho
sach hai, sach hai ye tum mera pyar ho meri aarzu mera karar ho

wafao ki mujhko kasam tumhe dil ne mana sanam
wafao ki mujhko kasam tumhe dil ne mana sanam
bhula do mujhe tum bhula do diye jindagi ne jo gam
baho me teri shamau
baho me teri shama jau yara agar tera ikrar ho