tumko dekha to ye khayal aaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tumko dekha to ye khayal aaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
aaj phir dil ne ek tamanna ki
aaj phir dil ne ek tamanna ki
aaj phir dil ko hamne samajhaya
aaj phir dil ko hamne samajhaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tum chale jaaoge to sochenge
tum chale jaaoge to sochenge
hamne kya khoya, hamne kya paaya
hamne kya khoya, hamne kya paaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
ham jise gunguna nahi sakte
ham jise gunguna nahi sakte
vaqt ne aisa git kyun gaaya
vaqt ne aisa git kyun gaaya
zindagi dhup tum ghana saaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tumko dekha to ye khayal aaya
tumko dekha to kya ye ho gaya
tumko dekha to kya ye ho gaya
lagta hai ke sari dunia hasin hai
lagta hai ke sari dunia hasin hai
tum jo aaye to dil ne ye kaha
tum jo aaye to dil ne ye kaha
tum jo ho mere to jina hasin hai
tum jo ho mere to jina hasin hai
kaise batau mai tumhe kya tumme bat hai
chehre pe chandani hai to julfo me rat hai
ye sara tan badan mera jaise bahak utha
jis pal ke tune pyar se thama ye hath hai
chandan ke jaisi in mahki si
chandan ke jaisi in mahki si
baho ka ye ghera kitna hasin hai
tum jo aaye to dil ne ye kaha
tum jo ho mere to jina hasin hai
kaise batau mai tumhe kya bat ho gayi
tumko jo maine pa liya to mai hi kho gayi
sine pe mere sar rakho palko ko mund lo
dekho wo chand ki kiran phulo me kho gayi
sikhe tumse koi jadugiri, sikhe tumse koi jadugiri
bate hai ye pyari lahza hasin hai
tumko dekha to kya ye ho gaya
lagta hai ke sari dunia hasin hai
tum jo aaye to dil ne ye kaha
tum jo ho mere to jina hasin hai