mai to tere pyar me divana ho gaya
mai to tere pyar me divana ho gaya
dilruba ye bata, kya karu tere siva
mai to tere pyar me divana ho gaya
mai to tere pyar me divana ho gaya
dasne lagi hain, mujhe kyon ye tanhaiya
har pal mai dekhu, bas teri parchhaiya
rab di kasam, mai to jana tere pyar me
bhale mar jaau, par sahu na judaiya
janeja, meharban, bin tere jaau kahan
mai to tere pyar me divana ho gaya
mai to tere pyar me divana ho gaya
dilruba ye bata, kya karu tere siva
mai to tere pyar me divana ho gaya
khana nahi peena nahi, tere intzaar me
rog ye anokha mila, mujhe tere pyar me
tadpu mai tere bin, ghadi ghadi palchhin
uljha ke chhoda, tune isi rojgaar me
tu bata janeja, vaasta pyar ka
mai to tere pyar me divana ho gaya
mai to tere pyar me divana ho gaya
dilruba ye bata, kya karu tere siva
mai to tere pyar me divana ho gaya
mai divana ho gaya, ho divana ho gaya
ha divana
tere pyar ne ye kiya kar diya
behkne laga deewana dil
tere pyar ne ye kiya kar diya
behkne laga deewana dil
sambhalta nahi sambhale se bhi
sanam ho gayi badi mushkil
tere pyar ne ye kiya kar diya
behkne laga deewana dil
bechain karne lage khwabo
khayalon ke din
guzre na ab ek pal
sathi mere tere bin
tune mujhe de diya
diwaangi ka sila
chalta rahe umr bhar
chahat ka ye silsila
tere pyar ne ye kiya kar diya
behkne laga deewana dil
sambhalta nahi sambhale se bhi
sanam ho gayi badi mushkil
ji chahe aise tujhe
bhar lu main aaghosh me
main bhul jaaun jahan
tu na rahe hosh me
tujhko bana ke khuda
teri ibadat karu
bhule na tujhko kabhi
itni mohbbat karu
tere pyar ne ye kiya kar diya
behkne laga deewana dil
sambhalta nahi sambhale se bhi
sanam ho gayi badi mushkil
tere pyar me sanam tere intzar me
ho gaya dil mera bekarar
tere pyar me sanam sanam
tere intzar me ho gaya dil mera bekarar
aa karib aa na mujhe sata
jalne laga badan aake ise bujha
tere pyar me sanam sanam
tere intzar me ho gaya dil mera bekarar
chum le mere hotho ko inme hai rang sharabo ka
bhar le mujhko baho me mai guldasta hu gulabo ka
mere gore gore mukhde pe bikhri hai lat
kabhi is karwat kabhi us karwat
meri ankhiyo se leke gayi meri nindiya
mujhe sone nahi deti hai tumhari bindiya
kya karu bata chaya hai nasha
jaagi nayi chubhan mujhko gale laga
tere pyar me sanam sanam
tere intzar me ho gaya dil mera bekarar
tham le aake daman me meri madhosh jawani ko
lele apne saye me apni bechain diwani ko
tham le aake daman me meri madhosh jawani ko
lele apne saye me apni bechain diwani ko
dhire dhire haule haule koi shola bhadke
dhak dhak dhak dhak dil dhadke
mere bhige bhige hotho se jawani barse
teri baaho me aane ko zindgani tarse
aye hasi jawa hum bhi hai jawa
kar na koi jatan zulfe meri saja
tere pyar me sanam sanam tere intzar me ho gaya dil mera bekarar
tere pyar me sanam sanam tere intzar me ho gaya dil mera bekarar
Tere pyar me main madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Tere pyar me main madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Mene bhi duniya dekhi he
Mene bhi duniya dekhi he
E yar mujhe pagal na samaj
Tere pyar me me
Mere dil ki lagi to na jana� koi
Mera dil kisi gam ka aadi he
Meri jan kisiki is dil me
Choti si ek samadhi he
Ek gam ki badali
Ek gam ki badali chayi he
Tu apna use aachal na samaj
Tere pyar me main madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Tere pyar me me
Tere gam me mera gam shamil he
Ye baat bhula du me kese
Me tere bina nahi ji sakta
Me tujhse chhupalu ye kese
Ek khwab tha
Ek khvab tha jo ke toot gaya
tu dil ki halchal to samaj
Tere pyar me main madahosh raha
Tere pyar me main
Madahosh raha
Mujhe baheka hua badal na samaj
Mene bhi duniya dekhi he
E yar mujhe pagal na samaj
Tere pyar me me.