ae mere meharba ab na le imtiha
hum bhi tere huye dil bhi tera hua
aaj hume aazmana hai kya
ae mere meharba
sham ke saye dhalne lage
dard karwat badalne lage
sham ke saye dhalne lage
dard karwat badalne lage
jab chali thandi thandi
dil ke arma machalne lage
saans ghutne lagi aas chhutne lagi
is kadar bhi satana hai kya
ae mere meharba ab na le imtiha
hum bhi tere huye dil bhi tera hua
aaj hume aazmana hai kya
ae mere meharba
jab pukare chale aayenge
dil ki dhadkan me lahrayenge
jab pukare chale aayenge
dil ki dhadkan me lahrayenge
hum kisi haal me bhi rahe
dur tumse na rah payenge
tum bulati raho ji lubhati raho
to khushi ka thikana hai kya
ae mere meharba ab na le imtiha
hum bhi tere huye dil bhi tera hua
aaj hume aazmana hai kya
ae mere meharba
tum milo to mile roshni
hum hanso to hanse har kali
tum ruko to zamana ruke
tum chalo to chale zindagi
tum jo humse mile
mit gaye sab gile
ab hume aur pana hai kya
ae mere meharba ab na le imtiha
hum bhi tere huye dil bhi tera hua
aaj hume aazmana hai kya
ae mere meharba
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
dekho na aise dekho
hum pe najar na feko
samjho na bholi bhali bachna
bijli hu jo bhi chune lage
sau jhatke lage
sau jhatke lage ye sun lo
dil ko jara samjha do
na humse atke
na humse atke ye sun lo
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
julfe ghata kehlaye
ghata bhi aisi
ghata bhi aisi ke tauba
mere ishare katil
ada bhi aisi
ada bhi aisi ke tauba
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
rehna sambhal ke rehna
na phir pachhtana
na phir pachhtana kahi tum
kehti hu dekho dekho
na mare jana
na mare jana kahi tum
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
dekho na aise dekho
hum pe najar na feko
samjho na bholi bhali bachna
husn ki ye meharbani fir kaha
husn ki ye meharbani fir kaha
ishq ki ye kamrani fir kaha
ishq ki ye kamrani fir kaha
lut lena nadan jawaani ke maze
lut lena nadan jawaani ke maze
lut le nadan jawani fir kaha
lut le nadan jawani fir kaha
ye bhare jo ban ki rangi mastiya
ye bhare jo ban ki rangi mastiya
ye tabiyat ki ravaani fir kaha
ye tabiyat ki ravaani fir kaha
dil se dil ko ye mohabbat de payam
dil se dil ko ye mohabbat de payam
jo bhi aankho ki jabani fir kaha
jo bhi aankho ki jabani fir kaha
yaadma ho dil ke joban kyu jara
yaadma ho dil ke joban kyu jara
raat din ki tazmaani fir kaha
raat din ki tazmaani fir kaha
husn ki ye meharbani fir kaha
ishq ki ye kamrani fir kaha
husn ki ye meharbani fir kaha
meharbaano qadardaano dosto yaaro
are khel dekho khel one two three up
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
varna ye duniya jine nahi degi
khaane nahi degi pine nahi degi
khel koi naya subah-shaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
varna ye duniya jine nahi degi
khaane nahi degi pine nahi degi
khel koi naya subah-shaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
varna ye duniya jine nahi degi
khaane nahi degi pine nahi degi
khel koi naya subah-shaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
varna ye duniya jine nahi degi
khaane nahi degi pine nahi degi
khel koi naya subah-shaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
varna ye duniya jine nahi degi
khaane nahi degi pine nahi degi
khel koi naya subah-shaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
varna ye duniya jine nahi degi
khaane nahi degi pine nahi degi
khel koi naya subah-shaam karo pyaare
duniya me rahna hai to kaam karo pyaare
haath jod sabko salaam karo pyaare
bahut shukriya badee meherbanee
meree jindagee me hujur aap aaye
kadam chum lu ya, ke aankhe bicha du
karun kya yeh meree, samaj me na aaye
bahut shukriya
karun pesh tum ko, (najarana dil ka -2)
ke ban jaye koyee afasana dil ka
khuda jane aisee suhanee ghadee phir - (2)
meree jindagee me palat ke na aaye
bahut shukriya
mujeh dar hai mujh me, gurur aana jaye
lagu jhumne me, (surur aa na jaye -20
kahee dil na meraa, yeh tarif sun kar - (2)
tumhare bane aur mujeh bhul jaye
bahut shukriya
khushee toh bahut hai (magar yeh bhee gam hai -2)
ke yeh sath apna kadam do kadam hai
magar yeh musafir duwa mangta hai - (2)
khuda aapse phir kisee din milaye
bahut shukriya badee meherbanee
meree jindagee me hujur aap aaye
kadam chum lu ya, ke aankhe bichha du
karun kya yeh meree, samaj me na aaye
bahut shukriya
pyaar ki thandi aag laga do
pyaar ki thandi aag laga do
tan man me ik dhum macha do
tum pe vaare mere kajraare nayan
meharban mahbub dilbar jaan-e-man
meharban mahbub dilbar jaan-e-man
jaam banu aur lab tak aau
jaam banu aur lab tak aau
aankh me masti ban laharaau
raat raani banke aayi hai dulhan
meharban mahbub dilbar jaan-e-man
meharban mahbub dilbar jaan-e-man
kahati hai agadaayi kahaani
kahati hai agadaayi kahaani
chhalaki jaaye mast javaani
aaj phulo ki tarah tute badan
meharban mahbub dilbar jaan-e-man
aaj ho jaaye koyi diwanapan
meharban mahbub dilbar jaan-e-man
meharban mahbub dilbar jaan-e-man
Dil Ki Maange Thodi Thi Kam
Har Duaa Bhi Thodi Madham
Tumne Kaandhe Pe Sar Jhukaya Jab
Jaise Dargah Pe Baandhe Daage Tab
Bina Maange Hi Mil Gaya Hai Sab
Meherbaan Hua Hua
Meherbaan Hua Hua
Meherbaan Hua
Meherbaan Hua Rabb
Yea Ye Yea..
Yea Ye Yea Yea..
Ye Ye Ye Yea..
Haathon Ko Tere Apne
Haathon Mein Le Leti Hoon
Ke Taqdeerein Apni Saari Padh Loon
Aankhon Mein Tere Chhupte
Armaan Main Dhoondta Hoon Bas Tu Soche
Aur Poore Main Kar Doon
Abhi Abhi Toh Hum Adhure The
Poore Ho Gaye Tere Roobaru
Oo.. Ye Bhi Deekhe Na Kahan Main Khatam
Kahan Tu Suru
Aankhen Teri Aankhen Teri
Girti Hain Jab Girti Hain Jab
Kab To Neendein Aati Hai Tab
Humko Lagta Hai Kuch Dino Se Ab
Tu Ibadat Hai, Tu Hi Hai Mezheb
Bewajah Kaise, Kyu, Kahan, Aur Kab