Audio: https://music.youtube.com/watch?v=582g4whHt7Y
Video:
Dharti Jal Agan Suno
Gagan Suno Sameer Suno
Dharti Jal Agan Suno
Gagan Suno Sameer Suno
O Bhagya Vidhatao
Ab Tum Ram Adheer Suno
Ab Tak Sab Saha
Kuch Bhi Na Kaha
Par Ab Na Sahunga Ye
Main Ram Main Ram
Dashrath Putra Main Ram
Main Ram Main Ram
Dashrath Putra Main Ram
Ghar Raaj Taaj Chhoda;
Apno Se Bhi Mukh Moda
Ye Jeevan Jinse Tha
Maine Un Sabko Chhoda
Ab Tak Sab Saha
Kuch Bhi Na Kaha
Par Ab Na Sahunga Ye
Main Ram Main Ram
Main Meri Siya Ka Ram
Main Ram Main Ram
Hai Vachan Mera Main Ram
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=zKxZX_QqTjk
Video:
Tere Bina Kahani Meri
Adhoori Reh Gayi
Chhuda Ke Daman
Wo Ghar Ka Aangan
Tu Yaadein Ban Gayi
Ek Baar Fir Laut Aa Ja
Baahon Mein Meri Sama Jaa
Berang Hai Dil Tere Bina
Berang Lagta Sara Jahan
Berang Karke Chale Gaye
Berang Ab Hum Kaise Jiye
Khushbu Teri Hasi Wo Teri
Tu Fiza Mein Chhhor Gayi
Jaanu Main Ye Bhi
Tu Hai Yahin
Par Dikhegi Na Kabhi
Berang Hai Dil Tere Bina
Berang Lagta Sara Jahan
Berang Karke Chale Gaye
Berang Ab Hum Kaise Jiye