Khabardar(Zindagi Ka Zaayaka)
 Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darna-Zaroori-Hai/Khabardar-Z
 zindagi ka zayeka hota hai majedar 
zindagi sabko yaha milti hai ek baar 
zindagi ka zayeka hota hai majedar 
zindagi sabko yaha milti hai ek baar 
kuch rang jama de, kuch rang uda de 
tujhme hai jitna josh, ye sabko dikha de 
beirada jeena yaha hota hai bekar 
khabardar khabardar
khabardar khabardar 
khabardar khabardar 
khabardar khabardar 
lelo maja har pal ka, kya hai bharosa kal ka 
lelo maja har pal ka, kya hai bharosa kal ka 
pal mein badal jayega sama
teri jawani hai ek dhuwa 
dekhte hi dekhte manjar badal jaye 
jhumte hi jhumte jannat najar aaye 
kaun hai tere aage pichhe, rehna hoshiyaar 
khabardar khabardar
khabardar khabardar 
zindagi ka zayeka hota hai majedar 
zindagi sabko yaha milti hai ek baar 
khabardar 
sar pe koi iljam utha 
dil mein jo aaye kar ke dikha 
sar pe koi iljam utha 
dil mein jo aaye kar ke dikha 
sabse hasi hai iski ada 
ye zindagi hai aisa nasha
tu aaye saamne jhuk jaye ye jaha 
tu jayega jidhar ban jayega raasta 
aate jate haadso ki tej hai raftar
khabardar khabardar
khabardar khabardar
khabardar khabardar
zindagi ka zayeka hota hai majedar 
zindagi sabko yaha milti hai ek baar 
khabardar khabardar
khabardar khabardar
khabardar
Jeena Hai To Darna Zaroori Hai
 Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darna-Zaroori-Hai/Boo/CTwMBk1
 jeena hain toh darna hain zaroori
marna hain toh jeena hain zaroori
jeena hain toh darna hain zaroori
marna hain toh jeena hain zaroori
darr darr ke jo nahi jiya
marr marr ke bhi nahi mara
darr darr ke jo nahi jiya
marr marr ke bhi nahi mara
sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega 
sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega
dabe paanv chupke se aaya aaya aaya
bhoo
jisko bhi jeena hain woh marne ko taiyar ho jaaye
jo kuch bhi kal hona hain woh aaj ho jaaye
haa chehre per chehra lekar aata hain woh zaalim
kitne bhi uddgaayenge bolo hum na honge kam
kitne rang badal ke aaya aaya aaya aaya aaya
bhoo, bhoo
tu na akele jab chaaye kaali raat mat jana
tab jaane kaun aaye sabse hai tu anjana
shaitano ke jaal mein fas jaayega ek baar
dum hain tere haatho mein ho jaayega paar
haule se aake gurraya raya raya raya raya
bhoo, bhoo
jeena hain toh darna hain zaroori
marna hain toh jeena hain zaroori
darr darr ke jo nahi jiya
marr marr ke bhi nahi mara
darr darr ke jo nahi jiya
marr marr ke bhi nahi mara
sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega
sabke hosh udaayega jaane kya kar jaayega
dabe paanv chupke se aaya aaya aaya aaya
bhoo
Aa Aake Darr(Remix)
 Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darna-Zaroori-Hai/Aake-Darr-R
 hota hai majedar
maut ja jaika hota hai majedar
maut bhi sabko yaha milti hai ek bar
tu jike dikhade ya marke dikhade
karna hai jo tujhko wo karke dikha de
jina yaha so bar marna ek bar
khabardar khabardar khabardar khabardar
teri ada dunia se juda 
jitni bhi chahe masti luta
jan hatheli pe rakh de
teri jawani hai ek maja
tu kya hai ye bata
dunia ko ye dikha
tere jaisa na yaha hai koi dusra
dam nikal jayega sabka 
tu hai yar yar
khabardar khabardar khabardar khabardar
ek rat ka hai ye jalwa
kya hai bharosha kal ka
ek rat ka hai ye jalwa
kya hai bharosha kal ka
ye jindagi hai ek dilruba
ye jindagi hai ek bewafa
najro ke teer se tu bach na payega
aayega jal me to fasta jayega
teri himmat ye irade sab hai shandar
khabardar khabardar khabardar khabardar
maut ka jaika hota hai majedar
maut bhi yaha sabhko milti hai ek bar
tu jike dikhade ya marke dikhade
karna hai jo tujhko wo karke dikha de
jina yaha so bar marna ek bar
khabardar khabardar khabardar khabardar
Aa Aake Darr
 Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Darna-Zaroori-Hai/Aake-Darr/S
 tanha na samajh khud ko 
tanha nahi hai tu
har jagah har lamha 
main teri khidmat me hu
aake dar aa dar key mar 
aa marke tu ban ja ek dar
aake dar aa dar key mar 
aa marke tu ban ja ek dar
mai ehsas hu bina badan 
mai tere sath hu har kadam
jindagi se hai meri dushmani
ji raha hai tu besharam 
dar gaya na
aake dar aa dar key mar 
aa marke tu ban ja ek dar
dara dara key mai tujhe mar dalungi
khamoshi aavaj hai 
ye mera andaj hai
mar key tu abad hai 
ji key tu barbad hai
aa gya na
aake dar aa dar key mar 
aa marke tu ban ja ek dar