Afsaana Banaaya Aapne
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=u9MpnqWC6Xg
Video: VIDEO
Afsana Afsana Afsana
Afsana Afsana Afsana
Baat Jism Ki Thi Nahi
Rooh Tak Hume Jaana Hai
Maamla Yeh Dil Ka Hai
Ishq Yeh Nibhaana Hai
Yun Teri Galiyon Mein Aana
Yun Tera Dil Ko Dhadkana
Yun Mera Murshid Ho Jaana
Lamha Tha Daur Banaya Apne
Kisse Ko Dastaan Banaya Apne
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Pehle Toh Main Aashik Tha
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Pehle Toh Main Aashik Tha
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Kyun Tere Aane Se Dil Chain Yeah Paata Hai
Tere Milne Se Kuch Pal Aaram Aata Hai
Baat Kuch Pal Ki Nahi
Door Tak Hume Jaana Hai
Faasle Bhi Hai Bohot
Phir Bhi Tumko Paana Hai
Yun Teri Baahon Mein Aana
Yun Mera Tabaah Ho Jaana
Yun Tera Marham Ban Jaana
Dard Tha Dabah Banaya Apne
Zarra Tha Aasmaan Banaya Apne
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Pehle Toh Main Aashik Tha
Afsana Afsana Afsana Banaya Apne
Do Din Ki Zindagi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=vmyQTXenznY
Video: VIDEO
Agar Khuda Ne Banaaya Hai Dard
To Koyi Hamdard Bhi Banaaya Hoga
Agar Likha Kismaton Mein Safar
To Koyi Hamsafar Bhi Aaya Hoga
Khol Dil Ke Dar Dahleez Par
Ishq Ko Aane De
Do Din Ki Zindagi Mein
Sau Saal Waali Mohabbat Ho Jaane De
Ho O O O O O
Ho O O O O O O
Ho O O O O O
Ho O O O O O O
Ek Din Poochha Us Khuda Se
Kehte Hain Tere Aasman Pe
Hota Hai Faisla Dil Ke Rishton Ka
Phir Maanga Maine Ye Dua Mein
De De Ek Dil Tere Jahaan Se
Chupke Se De Diya Rab Ne Tera Pata
Bhool Saare Gum Jee Uthe Hain Hum
Tujhko Hi Paane Se
Do Din Ki Zindagi Mein
Sau Saal Waali Mohabbat Ho Jaane De
Ho O O O O O
Ho O O O O O O
Ho O O O O O
Ho O O O O O O
Jai Ambe Bol
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=fLE4Hi5RO08
Video: VIDEO
Taaron Ki Chunari Aur Chandrama Ka Tika
Mata Ka Roop Lage Sooraj Sareekha
Mata Ka Roop Lage Sooraj Sareekha
Ae Haalo
Raaton Ki Raat Aayi
Mannatein Bhi Saath Laayi
Jai Ambe Jai Ambe
Bol Bol Bol Bol
Apnon Ko Paas Laayi
Sapne Bhi Saath Laayi
Jai Ambe Jai Ambe
Bol Bol Bol Bol
Dholida Dhol Vagaado
Gaaje Kartaal Nagaado
Maathe Garbi Upaado Re
Maathe Garbi Upaado Re
Dholida Dhol Vagaado
Gaaje Kartaal Nagaado
Maathe Garbi Upaado Re
Maathe Garbi Upaado Re
Chhanke Mann Ke Manjeere
Taali Dil Ne Bajaayi
Jai Ambe Jai Ambe
Bol Bol Bol Bol
Raaton Ki Raat Aayi
Mannatein Bhi Saath Laayi
Jai Ambe Jai Ambe
Bol Bol Bol Bol
Saath Mein Aao Haalo Re Haalo
Garba Gaao Haalo Re Haalo
Jhoomte Jaao Haalo Re Haalo Re
Raati Re Odhni Odhni Na Kor Thi
Radha Ji Pokare Kankuvar Ne
Aave Na Saanbhaan Kankuvar Ne
Jamna Ke Neer Nahi Na Koi Kadamb Re
Prem Jahaan Basta Wahin Vrindavan Re
Jamna Ke Neer Nahi Na Koi Kadamb Re
Prem Jahaan Basta Wahin Vrindavan Re
Baansuri Yeh Kaanha Ki
Sun Ke Dhun Yeh Kaanha Ki
Taarikaon Ne Likhe Do Naam
Taarikaon Ne Likhe Do Naam
Preet Sada Kaanha Ki
Jeet Gayi Jaana Ki
Reet Yahi Radha Ka Shyaam
Reet Yahi Radha Ka Shyaam
Humne Jo Aazmaayi
Taqdeerein Jagmagaayi
Jai Ambe Jai Ambe
Bol Bol Bol Bol
Raaton Ki Raat Aayi
Mannatein Bhi Saath Laayi
Jai Ambe Jai Ambe
Bol Bol Bol Bol
Saath Mein Aao Haalo Re Haalo
Garba Gaao Haalo Re Haalo
Jhoomte Jaao Haalo Re Haalo Re
Saath Mein Aao Haalo Re Haalo
Garba Gaao Haalo Re Haalo
Jhoomte Jaao Haalo Re Haalo Re
Ae Haalo
Yuhi Nahi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=krPl0j0ewUM
Video: VIDEO
Yuhi Hi Nahi Dil Kisi Pe Aata Hai
Kuch Toh Hai Naata Tabhi Pyaar Aata Hai
Yuhi Hi Nahi Dil Kisi Pe Aata
Kuch Toh Hai Naata Tabhi Pyaar Aata Hai
Mera Tumhara Rishta Purana Ye Jaan Lo Maan Lo
Mera Tumhara Rishta Purana Ye Jaan Lo Maan Lo
Mera Rom Rom Kehta Hai
Tum Ban Gaye Ho Dil Ke Arman
Mera Tumhara Rishta Purana Ye Jaan Lo Maan Lo
Haan Mera Tumhara Rishta Purana Ye Jaan Lo Maan Lo
Raksha Bandhan - Title Track
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=wZGikUVHYIE
Video: VIDEO
Pehli Yaari Tumse Meri
Pehla Gussa Tumse Tha
Bhai Mere Bachapan Ka to
Pura Kissa Tumse Tha
Aadha Hissa Tha Woh Mera
Aadha Hissa Tumse Tha
Bhai Mere Bachapan Ka to
Pura Kissa Tumse Tha
Rakshabandhan Vaada Hain
Yaa Dhaaga Hain Pyar Ka
Ho Dhaaga Hain Pyar Ka
Thoda Sa Hain Chandan
Chhota Sa Hain Tika
Bandhan Zindagi Ka
Rakshabandhan Waada Hain
Yaa Dhaaga Hain Pyar Ka
Ho Dhaaga Hain Pyar Ka
Maa Ki Ek Parchhayi Si
Bahan Mein Dikhaayi Deti
Aur Pita Nazar Aate Hain
Bhaiyon Ki Baat Mein
Khoon Ka Yeh Rishta Bhi Hain
Hain Juba Ka Naata Bhi
Maan Joh Liya Bhai Tho
Saans Saans Saath Mein
Rakshabandhan Vaada Hain
Yaa Dhaaga Hain Pyar Ka
Ho Dhaaga Hain Pyar Ka.
Pyarr Huaa
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=z7Qdv75j5rg
Video: VIDEO
Mujhko Lagi Hai Jaane Kiski Dua
Teri Baaton Ne Mere Dil Ko Chhua
Tum Kya Mile Mere Yaar
Mera Dil Bekarar Hua
Beintehaan Bepanaah
Firse Mujhe Pyaar Hua
Tum Kya Mile Mere Yaar
Mera Dil Bekarar Hua
Beintehaan Bepanaah
Firse Mujhe Pyaar Hua
Sili Sili Raatein Yaadein Sili
Dil Ki Ye Duniya Tumse Khili
Sune Dil Ko Rahat Tumse Mili
Bin Tere Jeena Mera Koi Baddua
Teri Baaton Ne Mere Dil Ko Chhua
Tum Kya Mile Mere Yaar
Mera Dil Bekarar Hua
Beintehaan Bepanaah
Firse Mujhe Pyar Hua
Tum Kya Mile Mere Yaar
Mera Dil Bekarar Hua
Beintehaan Bepanaah
Firse Mujhe Pyar Hua
Mere Dard-E-Dil Ka Sahara Hai Tu
Meri Kashti Ka Kinara Hai Tu
Mere Liye Jag Saara Hai Tu
Tu Hai Jahan Ae Yaara Main Bhi Wahan
Teri Baaton Ne Mere Dil Ko Chhua
Tum Kya Mile Mere Yaar
Mera Dil Bekarar Hua
Beintehaan Bepanaah
Firse Mujhe Pyar Hua
Tum Kya Mile Mere Yaar
Mera Dil Bekarar Hua
Beintehaan Bepanaah
Firse Mujhe Pyar Hua.
Tere Liye Zamaana Chod Denge
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=5GRv_5CqhDI
Video: VIDEO
Mera Dil Teri Mohabbat Ka Mohtaaj Hai
Majboor Hokar Kehna Pad Raha Hai
Meri Dhadkan Pe Sirf Tera Hi Raaj Hai
Teri Khaatir Har Ek Kasam
Har Ek Riwaaz Tod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Aazmaa Ke Dekho Sanam
Har Ek Toofaan Mod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tujh Sa Nai Koi Pyara
Tu Mera Dil Hai Yaara
Tu Meri Dhadkan Mera Rehnumaa
Teri Kashish Hai Aisi
Sholo Pe Shabnam Jaisi
Baarish Ki Chham Chham Jaisi Khushnuma
Tu Maane Ya Na Maane
Tujhse Hai Meri Saanse
Tujhse Mohabbat Mujhe Hai Bepanaah
Har Faasla Har Ek Bandhan
Har Ek Deewaar Tod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tujhse Nazar Mila Ke
Dil Ka Hai Aalam Aisa
Ab Ishq Tera Meri Zindagi
Ruk Jaaun Chalte Chalte
Hass Doon Main Rote Rote
Tujhse Ummeedein Mujhko Hai Kayi
Hai Raabta Ye Kaisa
Puchho Na Haal Hai Aisa
Tujhse Shuru Tujhpe Khatam Meri Aashiqui
Lagaayenge Zakhmon Pe Marham
Ham Dil Ke Taar Jod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Teri Khaatir Har Ek Kasam
Har Ek Riwaaz Tod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Aazmaa Ke Dekho Sanam
Har Ek Toofaan Mod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge
Tere Liye Zamaana Chhod Denge.
Meri Maa
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=lACpyobu4vE
Video: VIDEO
Chanda Jaisi Pyari Pyari
Meri Maa Meri Maa
Mere Liye Hai Duniya Saari
Meri Maa Meri Maa
Tu Sabse Komal Tu Sabse Nyari
Duniya Hai Kante Tu Phoolwari
Mera Bachpan Meri Yaari
Meri Maa Meri Maa
Chanda Jaisi Pyari Pyari
Meri Maa Meri Maa
Tu Hai To Duniya Munthi Mein Karlu
Anchal Mein Tere Khushiyan Main Bharlu
Meri Ronak Meri Khumari
Meri Maa Meri Maa
Chanda Jaisi Pyari Pyari
Meri Maa Meri Maa
Tujhme Hi Dekhi Rabb Ki Jalak Hai
Maa Ki Duayein Sabse Alag Hai
Jisne Kabhi Naa Himmat Haari
Meri Maa Meri Maa
Chanda Jaisi Pyari Pyari
Meri Maa Meri Maa
Tu Sath Deti Hai Muskilon Mein
Tu Rehnooma Hai Har Manjilon Mein
Karti Humesha Pehredaari
Meri Maa Meri Maa
Chanda Jaisi Pyari Pyari
Meri Maa Meri Maa
Sabse Alag Hai Sabse Juda
Rista Hai Ye Haan Sabse Bada
Aankho Ke Taare Jivan Se Pyare
Bacho Mein Rehte Sapne Humare
Unn Sapno Mein Khoyi Rehti
Teri Maa Teri Maa
Chanda Jaisi Pyari Pyari
Meri Maa Meri Maa.
Tu Jo Mujhe Na Mili
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=5vsKpMJI6sc
Video: VIDEO
Tu Jo Mujhe Na Mili To
Barbaad Khud Ko Karunga
Ho Jaunga Main Tabaah Par
Zid Na Main Yeh Chhodunga
Tere Bina Main Jee Na Sakunga
Dard-Ae-Judai Seh Na Sakunga
Tere Bina Main Jee Na Sakunga
Dard-Ae-Judai Seh Na Sakunga
Kaise Bhool Paaunga
Woh Apni Mulakatein
Yaad Aati Hain Har Ek Pal
Woh Bheegi Barsaatein
Kaise Bhool Paaunga
Woh Apni Mulakatein
Yaad Aayegi Har Ek Pal
Woh Bheegi Barsaatein
Tu Jo Mujhe Naa Mili To
Barbaad Khud Ko Karunga
Ho Jaunga Main Tabaah Par
Zid Na Main Yeh Chhodunga
Tere Bina Main Jee Na Sakunga
Dard-Ae-Judai Seh Na Sakunga
Tere Bina Main Jee Na Sakunga
Dard-Ae-Judai Seh Na Sakunga
Tere Hone Se Hi To
Lagta Jeevan Poora
Tu Jo Saath Nahi To Mera
Sab Kuchh Hai Adhoora
Tere Hone Se Hi To
Lagta Jeevan Poora
Tu Jo Saath Nahi To Mera
Sab Kuchh Hai Adhoora
Tu Jo Mujhe Naa Mili To
Barbaad Khud Ko Karunga
Ho Jaunga Main Tabaah Par
Zid Na Main Yeh Chhodunga
Tere Bina Main Jee Na Sakunga
Dard-Ae-Judai Seh Na Sakunga
Tere Bina Main Jee Na Sakunga
Dard-Ae-Judai Seh Na Sakunga.
Tujhko Maana Dil Ne
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=Q_Mvsg7GU7w
Video: VIDEO
Bohat Anmol Hai Mere Liye
Teri Meri Har Mulakaat
Duaa Hai Humesha Rahe
Tera Mera Saath
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apnaa
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apnaa
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Tere Alawa Koyi Nahi Dooja
Tu Hi Meri Pehchan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apnaa
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Soona Ye Dil Tha Sooni Thi Dhadkan
Sooni Thi Apni Ye Zindagi
Tumhe Milte Hi Chain Mila Hai
Ab Tumse Hi Hai Har Khushi
Tere Alawa Koyi Nahi Dooja
Tu Hi Meri Pehchan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Rabb Se Main Maangu Harpal Dua Ye
Tu Rahe Mere Saath Sada
Tere Hone Se Saansein Mehke
Dil Ko Lubhaaye Teri Har Aada
Tere Alawa Koyi Nahi Dooja
Tu Hi Meri Pehchan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai.
Ho Ke Dekho Tum
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=srKeQRMcjuI
Video: VIDEO
Aashiqon Ki Parwaah Karna
Bahut Jaroori Hai
Aashiqui Ke Bina
Mohabbat Ki Dastan Adhoori Hai
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Dil Mein Chahat Jaagegi Kabhi Tumhare Bhi
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Rabtaa Manzilein Dillagi Bandagi
Aashiqui Bekhudi Mausiqui Tishnagi
Yeh Sab Ho Jaayenge Tumhari Zindagi
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Dil Mein Chahat Jaagegi Kabhi Tumhare Bhi
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Mehfilon Ki Safa
Tum Mehekti Hawa
Tum Ho Jannat Meri
Tum Ho Rabb Ki Dua
Tumko Pyar Karenge Had Se Zyada
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Dil Mein Chahat Jaagegi Kabhi Tumhare Bhi
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi
Ho Ke Dekho Tum Kabhi Humare Bhi.
Achha Hota
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=XbRImpGG3tM
Video: VIDEO
Dooriyon Ka Mausam Saha Nahi Jaata
Tumhaare Bina Ab Raha Nahi Jaata
Mohabbat Rog Bann Jaaye To
Use Bhulna Achcha
Mohabbat Rog Bann Jaaye To
Use Bhulna Achcha
Magar Yeh Mumkin Nahi
Haan Magar Yeh Mumkin Nahi
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota
Hum To Samjhe The Hum Bhool Gaye
Hum Bhool Gaye The Unko
Hum To Samjhe The Hum Bhool Gaye
Hum Bhool Gaye The Unko
Magar Yeh Mumkin Nahi
Haan Magar Yeh Mumkin Nahi
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota
Unse Kehna Hai Tum Bewafa Ho
Tum Bewafa Ho Yaara
Unse Kehna Hai Tum Bewafa Ho
Tum Bewafa Ho Yaara
Magar Yeh Mumkin Nahi
Haan Magar Yeh Mumkin Nahi
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota
Humne Socha Tha Hum Bhi Karenge
Hum Bhi Karenge Bewafai
Humne Socha Tha Hum Bhi Karenge
Hum Bhi Karenge Bewafai
Magar Yeh Mumkin Nahi
Haan Magar Yeh Mumkin Nahi
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota
Agar Mumkin Hota To Achcha Hota.
Main Hoon Tere Liye
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=61spsgTau8k
Video: VIDEO
Tumne Humein Chaha
Hum Tumhari Kadar Karte Hai
Magar Hum Bhi Tumhari
Utni Hi Fikar Karte Hai
Tumse Nazre Mili
Jal Uthe Sau Diye
Tu Hai Mere Liye
Main Hoon Tere Liye
Jeete Hai Teri Yaadon Mein Hum
Bekarari Liye
Tu Hai Mere Liye
Main Hoon Tere Liye
Tu Hai Mere Liye
Main Hoon Tere Liye
Kayi Baar Dil Ki Baatein
Likhi Deewaron Par
Kayi Baar Kaati Raatein
Ishq Ki Mazaaron Par
Dil Ki Baatein Tune Jaani
Isharon Isharon Mein
Suni Suni Dil Ki Raahein
Badli Baharon Mein
Khoye Hai Tere Khwaabon Mein Hum
Ik Khumari Liye
Tu Hai Mere Liye
Main Hoon Tere Liye
Tu Hai Mere Liye
Main Hoon Tere Liye
Kayi Baar Likha Tera
Naam In Fizaaon Mein
Baar Baar Maanga Tujhko
Maine Phir Duaon Mein
Meri Iss Tadap Ko Samjha
Behti Hawaaon Ne
Teri Aankhein Dekhe Jo Woh
Khwab Sab Sajaaun Mein
Beete Yun Teri Baahon Mein Pal
Ishqdari Liye
Tu Hai Mere Liye
Main Hoon Tere Liye
Tu Hai Mere Liye
Main Hoon Tere Liye.
Tumjo Naa Hote
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=HRe40uNcCr4
Video: VIDEO
Chain Aur Karaar Kho Rahe Hai Hum
Tere Ishq Mein Bekaraar Ho Rahe Hai Hum
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Bewajah Hota Kasam Se, Jeena Humara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Bewajah Hota Kasam Se, Jeena Humara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Main Kya Kahoon Tumse Tumhare Sahaare
Beete Ye Raatein Beete Din Saare
Teri Dhoop Chhaiyan Mujhko Pukaare
Rehti Hoon Main Bhi Baahein Pasaare
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Bewajah Hota Kasam Se, Jeena Humara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Honthon Pe Hain Naam Tera
Dil Mein Teri Yaad Hai
Kuchh Na Tujhse Pehle
Kuchh Na Tere Baad Hai
Raahein Gumshuda Meri Yahi Fariyaad Hai
Bechainiyon Se Dil Hua Na Azaad Hai
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Bewajah Hota Kasam Se Jeena Humara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara
Tum Jo Naa Hote Mere Jeevan Mein Yaara.
Teri Aashiqui Ne Maara 2.0
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=-sk0Dxtcbec
Video: VIDEO
Dil Ke Aaine Mein
Sirf Tumhara Deedar Kiya Hai
Tum Sochh Na Sako
Utna Tumhein Pyar Kiya Hai
Tere Bin Adhuri Hai
Dard-E-Bekhudi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Teri Ashhiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Tere Bin Adhuri Hai
Dard-E-Bekhudi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Bheegi Bheegi Raat Jab
Mehke Chaaron Aur Se
Teri Yaad Mujhko Jode
Sapno Ki Dor Se
Tere Bin Deewaani Hai
Dard-E-Tishnagi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Tere Bin Adhuri Hai
Dard-E-Bekhudi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Teri Ashhiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Dekhoge Jab Kabhi
Ankhein Band Karke Tum
Mera Chehra Hi Tumko
Nazaar Aayega Sanam
Tere Bin Veeran Hai
Darde Dillagi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Teri Ashhiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Tere Bin Adhuri Hai
Dard-E-Bekhudi Meri
Teri Aashiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri
Ho Teri Ashhiqui Ne Maara
Tu Hain Zindagi Meri.
Tujhko Hi Maana
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=6YEraK9GKqM
Video: VIDEO
Bahut Anmol Hai Mere Liye
Teri Meri Har Mulaqat
Dua Hai Humesha Rahe
Tera Mera Saath
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Tere Alawa Koi Nahi Dooja
Tu Hi Meri Pehchan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Soona Yeh Dil Tha
Sooni Thi Dhadkan
Sooni Thi Apni Yeh Zindagi
Tumhe Milte Hi Chain Mila Hai
Ab Tumse Hi Hai Har Khushi
Tere Alawa Koi Nahi Dooja
Tu Hi Meri Pehchan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai
Rab Se Main Maangu Har Pal Duayein
Tu Rahe Mere Saath Sadaa
Tere Hone Se Saansein Mehke
Dil Ko Lubhaye Teri Har Adaa
Tere Alawa Koi Nahi Dooja
Tu Hi Meri Pehchan Hai
Tujhko Hi Maana Dil Ne Apna
Tu Hi Dhadkan Tu Hi Jaan Hai.
Naiyo Lagda
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=lzEop75AeOk&list=OLAK5uy_nDb2Yb_T8GR9-FO5NoDoGzkcnGqohyRVQ
Video: VIDEO
Ishq Mein Tere
Puchho Na Haal Mera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Naiyo Lagda Dil Tere Bina
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Naiyo Lagda Dil Tere Bina
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Ho Ho Ho Ho.
Ishq Mein Tere
Puchho Na Haal Mera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Kyun Dil Mein Itni
Bechainiyan Hai
Dekhun Jidhar Bhi Tujhko
Paaun Har Ghadi
Kyun Shor-O-Gul Mein
Khamoshiyan Hai
Kyun Faslon Mein Hai
Nazdeekiyan Badi
Har Pal Dua Mein
Tujhe Maanga Karun
Chahe Bayaan Main
Karun Ya Na Karun
Naiyo Lagda Dil Tere Bina
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Ishq Mein Tere
Puchho Na Haal Mera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera
Dheere Dheere Chupke Se
Chori Chori Hole
Intezaar Mujhe Tera.
Tera Hua
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=So1Tny01MhQ
Video: VIDEO
Tera Hua Tera Hua
Tera Hua Tera Hua
Tera Hua Tera Hua
Wajood Apna Mita Ke Tera Hua
Main Jaana Kasam Se Tera Hua
Main Sab Kuchh Bhula Ke Tera Hua
Main Khud Ko Bhula Ke Tera Hua
Tera Hua Tera Hua
Tera Hua
Wajood Apna Mita Ke Teri Hui
Main Jaana Kasam Se Teri Hui
Main Sab Kuchh Bhula Ke Teri Hui
Main Khud Ko Bhula Ke Teri Hui
Teri Hui Teri Hui
Teri Hui
Raaste Raaste
Manzilein Manzilein
Har Dagar Har Pehar
Tere Liye Tere Liye
Jhoom Uthe Jhoom Uthe
Meri Duniya Ka Har Shehar
Wajood Apna Mita Ke Tera Hua
Main Jaana Kasam Se Tera Hua
Main Sab Kuchh Bhula Ke Tera Hua
Main Khud Ko Bhula Ke Tera Hua
Tera Hua Tera Hua
Tera Hua.
Butterfly Titliyan
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=R8NH83jasqo
Video: VIDEO
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan
Teri Yaadon Mein Hui Raatan Lambiyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Hai Pata Teri Galiyan
Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan
Teri Yaadon Mein Hui Raatan Lambiyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Hai Pata Teri Galiyan
Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Tune Jabse Mujhe Dekha
Mera Dil Dhak Dhak Dhak
Dhak Dhak Dhak Karta Hai
Tere Bin Paagal Deewanon Sa
Bak Bak Bak Bak Bak Ye Karta Hai
Majnu Bann Chuka Hoon
Tere Ishq Mein Laila
Majnu Bann Chuka Hoon
Tere Ishq Mein Laila
Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Pata Hai Teri Galiyan
Teri Yaadon Mein Hui Raatan Lambiyan
Mera Dil Le Gayi Teri Brown Ankhiyan
Ab Se Dil Ka Hai Pata Teri Galiyan
Tujhe Dekhun, Tujhe Dekhun
Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan
Ho Tujhe Dekhun Dil Mein Udein
Butterfly Titliyan.
Kisko Tha Pata
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=pzjrOGza6qY
Video: VIDEO
Waka Waka Waka Dil Mera Gaayega
Yeh Kisko Tha Pata
Shaka Laka Sab Chill Ho Jaayega
Yeh Kisko Tha Pata
Teri Meri Yaari Aisa Rang Laayegi
Yeh Kisko Tha Pata
Baaton Baaton Mein Hi Baat Ban Jaayegi
Yeh Kisko Tha Pata
Thodi Meri Bhi Hain Ghalti
Feel Kiya Nahi Guilty
Baby I Was Wrong Maybe
Now There’s No One Stopping Me
Baari Baari Saari Khushi Mil Jaayegi
Yeh Kisko Tha Pata
Dheere Dheere Har Mushkil Jaayegi
Yeh Kisko Tha Pata
Tere Mere Beech Mein
Ab Naa Koyi Mystery
Teri Meri Dosti
Story Hain Ya History.
Manjha
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=h1DjBPjpAgg
Video: VIDEO
Manjha
Manjha Ishq Da Moshe Toote Na
Manjha Ishq Da Moshe Toote Na
Tera Mera Jaane Kaisa
Hai Yeh Bandhan Bole Tadpan
Laagi Chhute Na, Laagi Chhute Na
Tera Mera Jaane Kaisa
Hai Yeh Bandhan Bole Tadpan
Laagi Choote Na, Laagi Choote Na
Meri Dil Ki Dhadkan
Mohabbat Hai Teri
Bohot Aaj Mujhko
Zaroorat Hai Teri
Tujh Bin Hota Nahi Mera Guzara
Chahiye Yaara Mujhe Tera Sahara
Teri Hoon Kasam Main Waada Hoon Tera
Khudse Hi Bohot Main
Zyada Hoon Tera
Zyada Hoon Tera
Manjha Ishq Da Moshe Toote Na
Tera Mera Jaane Kaisa
Hai Yeh Bandhan Bole Tadpan
Laagi Chhute Na, Laagi Chhute Na.
Raksha Bandfhan - Title Track
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/raksha-bandhan/QC8aBkwHBns
Video: VIDEO
Pehli Yaari Tumse Meri
Pehla Gussa Tumse Tha
Bhai Mere Bachapan Ka To
Pura Kissa Tumse Tha
Aadha Hissa Tha Woh Mera
Aadha Hissa Tumse Tha
Bhai Mere Bachapan Ka To
Pura Kissa Tumse Tha
Rakshabandhan Vaada Hain
Yaa Dhaaga Hain Pyar Ka
Ho Dhaaga Hain Pyar Ka
Thoda Sa Hain Chandan
Chhota Sa Hain Tika
Bandhan Zindagi Ka
Rakshabandhan Waada Hain
Yaa Dhaaga Hain Pyar Ka
Ho Dhaaga Hain Pyar Ka
Maa Ki Ek Parchhayi Si
Bahan Mein Dikhaayi Deti
Aur Pita Nazar Aate Hain
Bhaiyon Ki Baat Mein
Khoon Ka Yeh Rishta Bhi Hain
Hain Juba Ka Naata Bhi
Maan Joh Liya Bhai Tho
Saans Saans Saath Mein
Rakshabandhan Vaada Hain
Yaa Dhaaga Hain Pyar Ka
Ho Dhaaga Hain Pyar Ka.
Done Kar Do Ik Baar Ji
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/done-kar-do/QAUDAht2bUY
Video: VIDEO
Subah Ko Bhi Shaam Ko Bhi
Teri Karoon Main Jay Jay Kar Ji
Subah Ko Bhi Shaam Ko Bhi
Teri Karoon Main Jay Jay Kar Ji
Oh Mera Kam, Oh Mera Kam
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji
Lakhon Baari Bola Maine
Huya Nahi Tera Upkar Ji
Oh Mera Kam, Oh Mera Kam
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji
File Kholke Nap Tolke
Right Bolke Naiya Kardo Par Ji
Oh Mera Kam, Oh Mera Kam
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji
Maine Lagayi Teri Dp
Apne Insta Ke Page’o Par
Gaata Hoon Main Bhajan Tumhare
Dholak Bajti Hai Maijho Par
Tu Bhi Jaane Main Bhi Jaanu
Tera Bhakt Hoon 5 Star Ji
Oh Mera Kam, Oh Mera Kam
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji
Oh Mera Kam Done Karo Do Ik Baar Ji.
Kangan Ruby
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/kangan-ruby/NVoFXj5YAAo
Video: VIDEO
Aa Gaya Dil Mera Tujhpe O Meharbaan
Jaan Se Keemti Hai Mujhe Teri Haan
Resham Ki Oh Dooriye
Kangan Ruby Wala Pehana Dunga O Heeriye
Kangan Ruby Wala Pehana Dunga O Heeriye
Tum Bala Ki Hasi Ishq Tujhse Jawan
Chahate Hai Rawan Ik Daffa Karde Haan
Resham Ki Oh Dooriye
Kangan Ruby Wala Pehana Dunga O Heeriye
Ronake Jahan Pe Rehti
Yaar Woh Thikana Tera
Phull Chand Baadal Khusboo
Innmein Aana Jaana Tera
Dil Deke Tu Lele Jaan
Jadu Mantar Tere Naam
Dil Deke Tu Lele Jaan
Tu Hai Mera Ishq Sama
Heeriye
De Diya Maine Le
Aaj Ye Bhi Bayan
Meri Takdeer Pe
Ab Tere Hai Nishan
Resham Ki Oh Dooriye
Kangan Ruby Wala Pehana Dunga O Heeriye
Kangan Ruby Wala Pehana Dunga O Heeriye.
Dil De Diya
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/dil-de-diya/QiIqbgFeYGM
Video: VIDEO
Hai sama pyaar ka
Aa zara humse aake mil
Ho gaye hum fida
Maangte hain hum tumse dil
Isne bhi dil manga
Usne bhi dil manga
Isne bhi dil manga
Usne bhi dil manga
Maine inkaar kiya
Ja pardesi
Tuzhe dil de diya
Maine ikraar kiya
Ja maine pyaar kiya
Ja pardesi Tuzhe dil de diya
Logon ke kehne se humko kya lena hai
Parwah karein kyun kisi ki
Badnaam hote hain hum tum to ho
Jayein Dar ke mohabbat nahi ki
Haan sach bolun khuda kasam
Lut gaye lut gaye sanam
Teri gali aaye jabse hum
Aana jaana teri gali rozana
Toote na yeh yaarana
Isne bhi dil manga
Usne bhi dil manga
Maine inkaar kiya
Ja pardesi Tuzhe dil de diya
Tuzhe dil de diya