People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 3 *

Muskura Do
Singer: Lucky Ali
Music: Rochak Kohli
Lyricist: Manoj Muntashir
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=Z73wZzUFPfg
Video:
Khwaab Aankhon Mein
Sajaaye Maine Teri Chaahaton Ke
Tere Aane Se Mile Hain Mujhe
Pal Ye Raahaton Ke

Banke Khushbuon Sa Tu Mujh Mein Bikhra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai

Hai Aaina Tu Khwaabon Ka Mere
Dekha Tha Jaisa Tu Hai Wahi
Honge Hazaaron Chehre Jahaan Mein
Par Tere Jaisa Koi Nahin

Band Aankhon Se Bhi Dikhe Tera Chehra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai

Shaam Savere Roz Khuda Se
Teri Ibaadat Karta Hoon
Laakh Duaaon Se Tu Mila Hai
Khone Se Tujhko Darta Hoon

Syah Raaton Se Bhi Ishq Ye Gehra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Khwab Aankhon Mein Hmm Mm

Tere Aane Se Mile Hain Mujhe Pal Ye Raahaton Ke
Banke Khushbuon Sa Tu Mujh Mein Bikhra Hai
Aasmaan Ka Chand Mere Dil Mein Utra Hai
Game Over
Singer: Karma
Music: Karma
Lyricist: Karma
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=yLOp06-R0FE
Video:
Tujhe Toh Sabki Khabar Hai Agar Magar Hai
Safar Mein Safar Hai
Kaante Ki Dagar Hai Har Kadam Kabar Hai
Har Jagah Murder Hai
Saamne Khooni Hai Jhaankar Agle
Reh Gaya Akkad Mein Nahi Aaya Pakad Mein
Kaisi Dinchar Reh Ke Akal Pe Patthar Hai
Janvari Shakkar Aaya October Hai
Mukke Aur Thappad Nahi Dimagi Takkar Hai

Bachon Ka Khel Nahi Akkad Bakad Hai
Hakka Bakar Hai Tu *** Hai Sabr Hai
Jisko Tu Gher Raha Sher Woh Babar Hai
Talaab Gehra Hai Pani Mein Magar Hai
Lehrein Barabar Karti Par Woh Bhi Sarfar Hai

Likhta Woh Dikhta Jo Dikhta Jo Drishyam Hai
Family Pehle Hai Baad Mein System Hai
Family Pehle Hai Baad Mein System Hai

Dheel Na Diyo Tu Pakad Ke Rakhiyo
Aankhein Khuli Nazar Jakad Ke Rakhiyo
Saamne Hoke Bhi Haath Nahi Aana
Woh Dil Aur Dimag Galat Karke Rakhiyo

Tu Dhoondhta Woh Tere Saamne Hai
Jo Tere Saamne Hai
Use Haath Lagana Aasaan Nahi Hai
Haath Lagana Aasaan Nahi Hai
Jo Bhi Sahi Galat Ilzaam Ye Hai
Jo Tu Dhoondna Woh Tere Saamne

Game Over Game Over Khel Khatam
Sach Aur Jhooth Ka Khel Jhoothe Pasuit Ka Khel
Sach Aur Jhooth Ka Khel Kacche Saboot Ka Khel
Sach Aur Jhooth Ka Khel Haan Kaisi Hai Loot Mache
Sach Aur Jhooth Ka Khel Ek Acche Saboot Ka Hai

Game Over Game Over
Tujhe Toh Sabki Khabar Hai Agar Magar Hai
Safar Mein Safar Hai
Kaante Ki Dagar Hai Har Kadam Kabar Hai
Har Jagah Murder Hai
Saamne Khooni Hai Jhaankar Agle
Reh Gaya Akkad Mein Nahi Aaya Pakad Mein
Kaisi Dinchar Reh Ke Akal Pe Patthar Hai
Janvari Shakkar Aaya October Hai
Mukke Aur Thappad Nahi Dimagi Takkar Hai
Vingansa
Music: Ravi Basrur
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=3ck-a35CkQk
Video:
Drishyon Ke Bahar
Nazron Ko Daal
Sambhal Kar Chalna
Aur Khud Ko Sambhaal

Katre Katre Mein
Khatra Khatra Hai
Gaddha Hai Gehra
Gehre Sawaalo Ka Andhera

Pal Pal Pal
Nazron Ko Gaadhe
Hai Tujhpe
Tu Kaise Bachega?

Chhal Chhal Chhal
Karta Chala Re
Tu Kaise Bachega?

Ooooooo
Ooooooo

Vingansa Vingansa
Vingansa Vingansa
Vingansa Vingansa
Vingansa Vingansa