People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Rubaroo
Lyricist: Ritesh Rajwada
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=gWOoqKKtkvg
Video:
Rubaroo Ye Rubaroo Ye Rubaroo
Rubaroo Ye Rubaroo Ye Rubaroo

Dheeme Dheeme Dil Ko
Ye Kaisi Dhun Ki Lagi Hai
Ye Mann Kyun Behka Hua Hai
Ye Aankhein Jagne Lagi Hain

O Re Piya O Re Piya
Tu Hi Bata Teri Razaa
Tu Jo Kahe Jag Jeet Lun
Kar De Ishara Haazir Hai Jaan

Rubaroo Ye Rubaroo Ye Rubaroo
Rubaroo Ye Rubaroo Ye Rubaroo

Ha Ha
Badhne Lagi Besabriyaan
Ab Hain Nahin Wo Dooriyaan
Tham Ke Zara Tu Dekh Le
Mann Pe Likhi Hai Raajiyaan

Sanson Pe Likhunga Tujhe
Umra Bhar Jiyunga Tujhe
Ye Diyaa Hantheliyaan Jala Ke Bhi Main
Aandhiyon Mein Bujhne Na Dunga

Rubaroo Ye Rubaroo Ye Rubaroo
Rubaroo Ye Rubaroo Ye Rubaroo
Rubaroo Ye Rubaroo Ye Rubaroo
Tu Jahan
Lyricist: Vayu
Tag: hindi
Audio: https://music.youtube.com/watch?v=knABmMInE_Q
Video:
Haan Aa Aa Aa Aa
Tu Jahaan Le Chale Main Chala
Tu Jahaan Le Chale Main Chala

Tu Paas Hai Phir Se Mere To Main Sochun Yahi
Jo Khwaab Ye Toote The Tujhko Main Kho Doon Kahin
Pehle Bhi To Haara Hun Aise Main Karke Yakin
Main Jaanta Jisko Tha Pehle Kya Wo Tu Nahi

Apne Dil Se Beghar Hun Main
Arson Baad Jaise Khud Se Mila Hoon Main
Sehra Jaisa Banjar Hoon Main

Teri Baarishon Main Aaj Phir Khila Hoon Main
Dooba Hun Tham Meri Baah Teri
Raah Mujhe Le Jaaye Jahan

Tu Jahaan Le Chale Main Chala
Tu Jahaan Le Chale Main Chala

Haan Bhi Teri Hai Naa Bhi Teri Hai
Mann Mein Mere Marjiyaan Bhi Teri Hai
Haan Bhi Teri Hai Naa Bhi Teri Hai
Mann Mein Mere Marjiyaan Bhi Teri Hai

Hmm Hmm..

Tanha Sa Jiya, Uljha Sa Jiya
Bewajah Sa Jiya Tere Bin
Dil Ki Ye Meri Uljhan
Suljhe Jo Samjhe Tu

Aankhon Mein Jo Jam Gaye The
Wo Gum Ban Sabnam Beh Gaye
Phir Se Na Mujhko Gum De Tu
Sach To Hai Ye Ki Tu Jo Maange
Jaan Hai Aage
Toote Na Phir Kabhi Khushi Ke Dhaage

Main Chala Hun Tere Yakin Pe
Na Chhode Tu Phir Kahi Pe
Tu Jahaan Le Chale Main Chala
Tu Jahaan Le Chale Main Chala

Haan Bhi Teri Hai Naa Bhi Teri Hai
Mann Mein Mere Marjiyaan Bhi Teri Hai
Haan Bhi Teri Hai Naa Bhi Teri Hai
Mann Mein Mere Marjiyaan Bhi Teri Hai