Is Zindagi Ka Talabgar Mey Hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Bad-Aur-Badnam/Is-Zindagi-Ka-
bewaqt bekhabar tu aa gayi kidhar
bewaqt bekhbar tu aa gayi kidhar
chalna to hai magar lamba hai ye safar
itna to waqt de waqt de
itna to waqt de waqt de raste ke vaste
saman band lu samn band lu samn band lu
arman band lu arman band lu
is jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
is jindgi ka jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
kuch jor to nahi tujhpe oh
mahjabi oh mahjabi oh mahjabi
haye kuch jor to nahi tujhpe oh mahjabi
ye jaan karz hai ye jaan karz hai
lekin ye araz hai lekin ye araz hai
ye jaan karz hai ye jaan karz hai
lekin ye araz hai lekin ye araz hai
mohlat hai kam badi fursat hai kam badi
din sirf chaar hai din sirf chaar hai
din sirf chaar hai
jalwe hazar hai jalwe hazar hai
is jalwagahe naaz se bezar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
is jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
har jakhm tu bhare dil tujhse kyo dare
har jakhm tu bhare dil tujhse kyo dare
raahe farar tu dil ka karar tu
raahe farar tu dil ka karar tu
har jakhm tu bhare alla dil tujhse kyo dare
raahe farar tu dil ka karar tu
har dard ki dawa mayush ki duwaa
khushiyo ka taaj tu gum ka ilaaj tu gum ka ilaaj tu
tu hai masiha lekin bimar mai nahi
ae maut thahar ja ai maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
is jindgi ka is jindgi ka talabgar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
banda kamal hu mai bhi kawal hu
mai bhi kawal hu banda kamal hu
mahfil hai rang me mai hu tarang me
ye saaj do mujhe awaj do mujhe
ae mere dosto mujhse na tum daro mujhse na tum daro
koi vakil jaj ya thaanedar mai nahi
ae maut thahar ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
ae maut thahar ae maut thahar ja abhi tayyar mai nahi
Apne Pyar Diya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agreement/Aapne-Pyar-Diya-Pya
aapne pyaar diya, pyaar se maar diya
shukriya aapka jo aapne sarkaar diya
aapne pyaar diya, pyaar se maar diya
dilbar tujhasa kismat se milata hai, really how sweet
dilbar tujhasa kismat se milata hai
pehle hoti nahi thi yaaron aise yaari
ab toh pyaar ke bhi mil jaate hai vyapaari
dil lagaaye kahin, ghar basaaye kahin
dekh yeh aajkal ke hasin
aapne pyaar diya, pyaar se maar diya
shukriya aapka jo aapne sarkaar diya
aapne pyaar diya, pyaar se maar diya
dilbar tujhasa kismat se milata hai
la la la la la la la
ik din lagata hai ke aisa bhi aayega
bandhan dil ka kachcha dhaaga kehlaayega
chaahe jab jod lo, chaahe jab tod do
jisako chaaho jahaan chhod do
aapne pyaar diya, pyaar se maar diya
shukriya aapka jo aapne sarkaar diya
aapne pyaar diya, pyaar se maar diya
dilbar tujhasa kismat se milata hai
Jeena Ye Koi Jeena Tho Nahi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agreement/Jeena-Ye-Koi-Jeena-
jeena yeh koi jeena toh nahi pyaar ke bina jeena bhi hai saja
jeena yeh koi jeena toh nahi pyaar ke bina jeena bhi hai saja
o mere saathi mausam haseei hai
aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
jeena yeh koi jeena toh nahi pyaar ke bina jeena bhi hai saja
tanha nahi kategi iss jindagi ki raahein
manjil tab milegi baahon mein jab ho baahein
jab tak rahe aaja sanam milke chale
o mere saathi mausam hasee hai
aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
woh dil toh dil nahi hai jis dil mein pyaar na ho
kis kaam ki yeh duniya gar koyi yaar na ho
achi nahi o jaanejaan yeh berukhi
o mere saathi mausam hasee hai
aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
jeena yeh koi jeena toh nahi pyaar ke bina jeena bhi hai saja
o mere saathi mausam haseei hai
aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada
Kal Tho Sunday Ki Chutti
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Agar-Tum-Na-Hote/Kal-To-Sunda
kal toh sunday ki chutti hai phir kis bat ko rona hai
kal toh sunday ki chutti hai phir kis bat ko rona hai
aaj raat bhar hamko pagli jag jag ke sona hai
har pal tum sunday samjho bas isi bat kaa rona hai
subah mujhe jaldi uthna hai isliye jaldi sona hai
maine toh socha tha meri ha me ha milaogi
sunke meri bat meri jaan fully nahi samaogi
maine toh socha tha meri ha me ha milaogi
sunke meri bat meri jaan fully nahi samaogi
wah ri kismat bhari jawani me yeh sitam bhi hona hai
subah mujhe jaldi uthna hai isliye jaldi so jao baba
kabhi kabhi achcha lagta hai mithe mithe khawab aaye
khawab tabhi ayenge pagle jab ham jaldi so jaye
kabhi kabhi achcha lagta hai mithe mithe khawab aaye
khawab tabhi ayenge pagle jab ham jaldi so jaye
dhire dhire pyar ke dhage me har khawab pirona hai
are aaj raat bhar hamko pagli jag jag ke sona hai
chand raat kaa yeh kehna hai ek bar toh pyar se mil
lakh naa chahu phir bhi teri bato me aa jaye dil
chand raat kaa yeh kehna hai ek bar toh pyar se mil
lakh naa chahu phir bhi teri bato me aa jaye dil
jane teri bato me kya aisa jadu tona hai
aaj raat bhar hamko pagli jag jag ke sona hai
kal to sunday ki chutti aaj raat bhar
Aa Devta
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ab-Kya-Hoga/Aa-Devta/Jg9bZiFc
aa devta tu apni pujaran ke pas aa
janmo se bichhhdi baho bhari
dulhan ke pas aa aana hi hoga
aana hi hoga aana hi hoga
mere kuwarpan ko tera intzar hai
jaise na tu milega janmo ka pyar hai
jis tan ki hai tu aatma us tan ke pas aa
aana hi hoga aana hi hoga aana hi hoga
aa devta tu apni pujaran ke pas aa
janmo se bichhhdi baho bhari
dulhan ke pas aa aana hi hoga
aana hi hoga aana hi hoga
kitna vishal kitna amar apna sath hai
suraj se chand taro se pehle ki bat hai
us sath ko nibhane se birhan ke pas aa
aana hi hoga aana hi hoga aana hi hoga
aa devta tu apni pujaran ke pas aa
janmo se bichhhdi baho bhari
dulhan ke pas aa aana hi hoga
aana hi hoga aana hi hoga
Raam Kare Ke Umar Qaid(Male)
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adat-Se-Majboor/Ram-Kare-Ke-U
ram kare ke umar qaid
hame sath sath ho jaye
tujhe mujhe, tujhe mujhe mujhe tujhe
pyar ki lag jaaye hathkadiya
tujhe mujhe, tujhe mujhe mujhe tujhe
pyar ki lag jaaye hathkadiya
sach much ho ya sapna ho
khushyio ki na tute ye ladiya
ram kare ke umar qaid
hame sath sath ho jaye
tujhe mujhe, tujhe mujhe mujhe tujhe
pyar ki lag jaaye hathkadiya
surat teri dhundha kiye har murat me sanam
tere liye bhatka kiye saare jahaan me sanam
surat teri dhundha kiye har murat me sanam
tere liye bhatka kiye saare jahaan me sanam
ho rama rama
ram kare ke umar qaid
hame sath sath ho jaye
tujhe mujhe, tujhe mujhe mujhe tujhe
pyar ki lag jaaye hathkadiya
tere liye main bana mere liye bani tu
main hu tere tu hai mere bachapan ki aarju
he tere liye main bana mere liye bani tu
main hu tere tu hai mere bachapan ki aarju
ho rama rama
ram kare ke umar qaid
hame sath sath ho jaye
tujhe mujhe, tujhe mujhe mujhe tujhe
pyar ki lag jaaye hathkadiya
sach much ho ya sapna ho
khushyio ki na tute ye ladiya
ram kare ke umar qaid
hame sath sath ho jaye
tujhe mujhe, tujhe mujhe mujhe tujhe lag jaye
pyar ki hathkadiya
Andarki Baat Hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Adat-Se-Majboor/Andar-Ki-Baat
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur
main hu aadat se majbur, main hu aadat se majbur
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur
main saudagar bada nirala
bech ke khushiya gam lene wala
angaro ko gale laga lu
auro ko dekar phulo ki mala
bita bita bita bachpan aayi jawani
par na gayi meri aadat purani
pum param pum pum
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur
jab lagti hai chot kisiko dard se mera dil rota hai
jab dekhu main julm kisi par na jane mujhe kya hota hai
khelu khelu khelu khelu khataro se khelu
julm kare jo jaa uski lelu
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur
apne liye to sab jeete hai
auro ki khatir jee kar dekho
apna dukh to sab sahte hai
auro ke aansu pee kar dekho
sikho sikho sikho sikho yahi tarika
jine ka hai bas yahi salika
pum param pum pum
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur
main hu aadat se majbur, main hu aadat se majbur
andar ki baat hai malik ke haath hai
is me mera kya kasur