zindagi se chura ke zindagi me basa ke
zindgani banaya hai tujhe
ruthe rab ko mana ke aasman ko jhuka ke
zindgani banaya hai tujhe
tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah dua mile bakhuda
tu mila to jaise main jee gaya
tu mila mukkamal main ho gaya
tu mila to phaila hai noor sa bakhuda
zindagi se chura ke zindagi me basa ke
zindgani banaya hai tujhe
mehfooz tu mehsoos kar tere paas hu main sada
tujhse nahi ho sakta main pal bhar bhi ab juda
ab saath hai hum is tarah aankho ke sang palke
aa waqt ko ye baat hum ik baar phirse keh de
sare gam se chhupa ke, har nazar se bacha ke
zindagani banaya hai tujhe
tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah dua mile bakhuda
tu mila to jaise main jee gaya
tu mila mukkamal mai ho gaya
tu mila to phaila hai noor sa bakhuda
baaho me aa ho jayenge shikwe sabhi khud fana
hotho se main tujhko sunu, aankho se tu kuchh suna
tu aksh hai main aaina phir kya hai sochna
ik doosere me khoke hai ik doosre ko paana
kismato ko jaga ke, har jaha ko hara ke
zindagani banaya hai tujhe
tu mila jis tarah saba mile
tu mila jis tarah sila mile
tu mila jis tarah dua mile bakhuda
tu mila to jaise main jee gaya
tu mila mukkamal main ho gaya
tu mila to phaila hai noor sa bakhuda
soch ke main jisko hans leta hu
ho soch ke main jisko hans leta hu
ittefaq tha ik mazaak tha, tera mera naam
ittefaq tha ik mazaak tha, tera mera naam
ho soch ke main jisko hans leta hu
ho soch ke main jisko hans leta hu
ittefaq tha ik mazaak tha, tera mera naam
ittefaq tha ik mazaak tha, tera mera naam
khel hi khel me budhe ik ped pe, kuchh lakeere khinch di thi
khel hi khel me budhe ik ped pe, kuchh lakeere khinch di thi
do din bhi naa rahe unn kharoncho ke nishaan
ittefaq tha ik mazak tha, tera mera naam
ittefaq tha ik mazak tha, tera mera naam
hansi hansi me jud gaya tha, ek hi gali mud gaya tha
hansi hansi me jud gaya tha, ek hi gali mud gaya tha
thodi hi dur chal ke, gali tut ke chal di
dau raahe pe usi tuta tha ik makaan
ittefaq tha ik mazak tha, tera mera naam
ittefaq tha ik mazak tha, tera mera naam
kal ki baasi yaado me rakha, raddi ki kitabo pe likha
rone ke bhi aaya jo naa kaam
aaj kismat yaha hum ko layi toh hai
ek lamha sahi muskurayi to hai
shamma bujhi hai toh kya gila
bujhta wohi hai jo tha jala
shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya
zindagi, zindagi, zindagi
zindagi, zindagi, zindagi
chan ke aayi to kya chandni to mili
chan ke aayi to kya chandni to mili
chand din hi sahi ye kali to khili
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
dhup chao hai dono toh dilkash jaha
kya shikaayat kare, fursat kaha
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
apni taqdeer ki hai yeh daastan
kabhi qatilana kabhi meharban
apni taqdeer ki hai ye dastan
kabhi qatilana kabhi meharban
meharbani jo dil ko karar aa gaya
apne qatil pe bhi pyar aa gaya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
chan ke aayi to kya chandni to mili
chan ke aayi to kya chandni to mili
chand din hi sahi ye kali to khili
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
dhup chao hai dono toh dilkash jaha
kya shikaayat kare, fursat kaha
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
apni takdeer ki hai yeh daastan
kabhi katilana kabhi meharban
apni takdeer ki hai ye dastan
kabhi katilana kabhi meharban
meharbani jo dil ko karar aa gaya
apne katil pe bhi pyar aa gaya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
chan ke aayi to kya chandni to mili
chan ke aayi to kya chandni to mili
chand din hi sahi ye kali to khili
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
sirf ik rang se tasveer hoti kahi
gham nahi to khushi ki keemat nahi
dhup chao hai dono toh dilkash jaha
kya shikaayat kare, fursat kaha
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
apni takdeer ki hai yeh daastan
kabhi katilana kabhi meharban
apni takdeer ki hai ye dastan
kabhi katilana kabhi meharban
meharbani jo dil ko karar aa gaya
apne katil pe bhi pyar aa gaya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi
teri meharbaniya, teri meharbaniya
shukriya zindagi, shukriya zindagi
shukriya zindagi, shukriya zindagi