Audio: https://music.youtube.com/watch?v=swdD35_rt9c
Video:
Ek Pal Na Bhoola Main Tumhein
Kyunki Tum Aankhein Ban Gaye
Hardam Tum Hothon Pe Rahe
Labon Ki Baatein Ban Gaye
Naina Mere Paani Paani
Samjhe Nahi Gham Ya Khushi
Bhoola Nahi Hargiz Kabhi
Hothon Pe Mehke Teri Naseeb
Pairon Mein Jaise Pankh Lage
Kehne Lagi Bekhudi
Saansein Meri Teri Hui
Jeene Lagi Hai Ye Zindagi
Baahon Mein Simte Main
Kuch Gunguna Raha Hoon
Main Wapas Aaunga
Main Wapas Aaunga
Main Wapas Aaunga
Main Wapas Aaunga