Audio: https://music.youtube.com/watch?v=A7uNVjUSmDE
Video:
Shiva Shakti Roop Mein Satya Narayana Shanti Swaroopa Tumho Satya Sai
Premavatara Prashantivaasa Paramatma Roopa Tumho Sai
Shiva Shakti Roop Mein Tumho Sai
Bhavasaagar Ke Bhav Bandhan Mein Bhakton Ko Sukh Dene Waale
Dakshan Dukh Ka Naash Kar Jo Dayamaya Tumho Sai
Shiva Shakti Roop Mein Tumho Sai
Manavata Ki Pyas Mitane Dharti Par Avatar Liya
Kripamaya Tum Karunamurti Kaliyuga Avatari Tumho Sai
Shiva Shakti Roop Mein Tumho Sai
Sarva Mathon Ka Saar Yahi Hein Manavata Hi Sarva Pari Hein
Prem HI Sabka Ek Hi Dharma Hein Premavatari Tumho Sai.....