ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka
ye mashala hi aisa tha
ki hal na ker saka
ae zindagi mai tujhko mukammal na kar saka
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjah
inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa
koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir
koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir
char dino se jayda koi rahta nahi hai haazir
ajnabi in logo me bhi laage har chehra apna sa
falsafa yeh zindagi ka
mausam ki parvah kise hai
barish ho ya sardi
mausam ki parvah kise hai
barish ho ya sardi
apne apne daftar jaane ki hain sabko hai jaldi
sabki aankho me sapne hai
aur laage man pyasa pyasa
falsafa yeh zindagi ka
lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai
lambe safar ki khatir yu to sab ke sab aate hai
kai musafir raste me hi chup se utar jate hai
udh jata hai ruh ka panchi
mil jaye mauka jo jara sa
falsafa yeh zindagi ka
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
falsafa yeh zindagi ka koi bhi na ab tak samjha
inti sari bheed me insaa laage kitna tanha tanha sa
falsafa yeh zindagi ka
ye mukabala humse na karo
hum ishq wale hai
tumhare husn pe hum bijliyan gira denge
ho husn ke samne ishq kaha thehra hai
nazar mila ke deewana tumhe bana denge
nazar mila ke deewana tumhe bana denge
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
ho sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
tum dete ho daga bante bhole bhale ho
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
tum dete ho daga bante bhole bhale ho
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
tum dete ho daga bante bhole bhale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
tumhe aata hai dil ko tod dena
tadapta aashiqo ko chhod dena
kitaabe ishq mein badnam ho tum
zaher ka ek chlakta jaam ho tum
bawafai mein ho mashur bade
koi chakkar mein tumhare na pade
ho apni aukat mein rahiyega janab
ek numbar ke aap to hai kharab
pehle khate hai mohabbat ki kasam
baad shaadi ke phir dhate hai sitam
aap hasino ko saja dete hai
husn walo ko daga dete hai
ha sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
tum dete ho daga bante bhole bhale ho
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
tum dete ho daga bante bhole bhale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
lomdi ki tarah makkar ho tum
kauwe ki tarah hoshiyar ho tum
tum to girkit sa rang badalti ho
aur nagin ki tarah dasti ho
nazre to desi fer leti ho
gidad bhabki humesha deti ho
dank bichhu ki tarah marti ho
tum to bandar ki tarah katati ho
kisi shayar ne khub kaha wallah
nazuki aap ki subhan allah
aap makhmal pe agar chalte hai
kitne nazuk hai paav chhilte hai
chudiya bojh hai batati ho
masala pish ke thak jati ho
tumse talvaar kya uth payegi
kamar nazuk hai lachak jayegi
hum pe ilzam ye galat hai sabhi
aap kirdar apna dekho ji
raat din humko chheda karte ho
aage pichhe humare firte ho
hum na hote to kaha dil lagate
kise paigame mohabbat sunate
kaha aabad kiya hai tumne
hume barbad kiya hai tumne
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
tum dete ho daga bante bhole bhale ho
sharif tum bhi nahi tum kaha nirale ho
tum dete ho daga bante bhole bhale ho
ha tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
tumhe gurur bada hai ke husn wale ho
rang gora hai magar dil ke bade kaale ho
aaj aurat ka daur aaya hai
ek naya inkalab laya hai
aaj aurat hai minister dekho
aaj aurat hai doctor dekho
aaj aurat ki badi izzat hai
taaj hai sar pe aur hukumat hai
khudara humko na badnam karo
aap aurat ka aihtram karo
acha to suno
phir bhi aurat humesha aurat hai
ghar me baithe to khubsurat hai
tumhara dharm hai seva humari
badhegi shaan bhi isme tumhari
manlo haar abhi aaj yahi
humse kamjor ho ae johrajbi
manlo haar abhi aaj yahi
humse kamjor ho ae johrajbi
na hum bade na tum
hai barabar dono
chhodo takarar mohabbat ki koi baat kare
sare sikwe gile bhula ke chalo
aao lag jaye mohabbat se gale
chhodo takarar mohabbat ki koi baat kare
chandani raat me hum tumse mulakat kare
chhodo takarar mohabbat ki koi baat kare
chandani raat me hum tumse mulakat kare
chhodo takarar mohabbat ki koi baat kare
chandani raat me hum tumse mulakat kare